Broker per kaam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Broker per kaam
    Introduction

    Forex trading mein entry lenay kay liay 1st of all aik broker ki zrorat hoti hai. Hamen trading mein successful hone ke liye ek acche broker aur ek acchi organisation ki zarurat hoti hai. Broker ki selection bahut ziada matter karti hai.Sabse pahle broker ki definition ke bare mein maloom hona bahut zyada zaroori hai.
    Broker:
    " Aik shakhs / organization/ company jo keh assets ko dosrun kay liay buy ya sell karta hai usko broker kehtay hain".


    Role:
    Broker business transactions ki variety Kay sath deal karta hai, jesa keh :
    1- Real estate ki deals mein parties kay liay intermediary kay tor per kam karta hai.
    2- Broker , customers relationship ko banata r maintain karta hai.
    3- Sales aur complete administrative duties execute karta hai.
    4- Document ki tayari aur customers ko follow-up karta hai.
    5- Broker , invester aur security exchange relationship mein kam karta hai.
    6- Broker aik firm ka kirdar ada karta hai jab yeh customer ka liay agent ban kar apni services ka commission charge karta hai.
    7- Jab aap market mein kei entry laty Hain tu usmein broker apna commission receive karta hai, isko aap spread ka name sa janty Hain. No doubt different brokers ka different spread hota hai. Liken ya spread hi broker ki income hoti hai. Broker Kay pas jitni zyda trade open Hun ge, usy itna hi zyda commission Mily ga. Brokers aap ko maximum value added services isi liye provide krty Hain ta Kay us broker Kay pass maximum transactions Hun.

    Working of a broker:

    1- Investors ko research provide karna broker ka kam hai.
    2- Broker investment plans deta hai.
    3- Broker market intelligence provide karta hai.
    4- Broker financial products ko cross-sell karta hai.
    5- Brokerage firm offers ki services provide karta hai.
    6- Private client ki offers ko access karta hai jo keh high net clients ko solutions deta hai.
    7- Stock market mein brokers bahut hi important role play karta hai.


    Trading plan:
    Discount brokers client kay behalf pet trades execute kartay hain lekin investment advice provide nahi karte.

    Real estate brokers:

    1- Market value ki properties ko determine karte hain.
    2- Sale property ki listing aur advertising.
    3- Clients ko offers aur provisions ki advice dena.
    4- Sellers ko consideration kay liay offers dena.
    5- Buyer's ki desire area mein price aur criteria sort karna.
    6- Initial offer aur purchase agreement bnana.


    In short trading mein brokers bahut important role play karta hai jisku ignore nahin kia ja sakta.

اب آن لائن

Working...
X