Bull Vs Bear In Forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bull Vs Bear In Forex
    Introductio

    Dosto aaj ka hamara topic hay bull vs bearish jis main hum market main paida hone wale un situations par roshni dalainge jo bull aur bearish ke darmyan muzahmat se paida hote hain aur in movements ko analysis karte hoe aik profational trader aik strategy tarteb day kar us signal ke genreat hone ka intazar karta hay jo us ko trading main qmunafe ka signal hota hay to ayye dakhte hain ke bull vs berish ko market ke movement ke kaise mutabkat hay
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12573772


    Strength Of Bull In Forex

    Dosto market chart main jab bhe beirash trend strong hota hay to bullish us ko kamzor karne ke liy bar bar hamla awar hta hay aur yah koshish yah bar bar karta hay aur is koshish ke nateje main akhir kar bull kamyab hohe jata hay aur aik bhar por takar beir ko raseed karta hay jis takar ke wajah se beair ka damagh chakara jata hay aur woh cheakh mar kar is bat ka ilan kar deta hain ke janab maine down trend ke mazboti ko chor diya hay aab aap jane aur aap ka kam jane is tarah jote khane ke bad dobara bohat dair main hosh main aate hain tab tak bull walon ke maze he maze hote hain
    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12573770


    Strength Of Beairs In Forex

    Dosto jaisa ke aap ne dekha ke bull ke haton zaleel ho kar bears ka jo hal hoa hay aab beairs ka haq banta hay ke aab dosre strategy banate hoe bulles se intaqam lene is he bat ko dil par late hoe bearis bharpor gusay main bull par dono haton pairon se charh dorte hain aur shadeed hamle ke bad badla lane main kamyab ho jate hain bears aur bulls ke darmyan khal buja he aik trader ko market main kamane ka moka deta hay
    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12573771


    Bull And Bears Roll In Sidway Trend

    Dosto jaisa ke aap jante hain ke side way trend main yah faisla karn qadre mushkil hota hay ke bull strong hain yah bears donon ke darmiyan kuste hote hay jis main ziada dam hota hay woh he kamyab hota hay is jang main bull jete yah bears magar chote trader aapne auqat main aajate hain aur market ke hato zaleel hokar new strategy banane lag jate hain
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X