Dear friends, forex main traders mukhtalif patterns kay zariay market ko observe kartay hain aur us kay mutabik trade orders place kartay hain, in patterns main say aik bearish Gartley pattern bhi hay jo harmonic chart pattern hota hay jo fibonacci numbers aur ratios par base karta hay, ye traders ko market kay high aur low reactions ko identify karnay main madad daita hay,
Appearence and features of Gartley Pattern:
Bearish gartley aik commonly use honay wala harmonic pattern hay, yeh pattern Harmonic chart pattern jaisa hota ha ya gartley pattern base kar raha hota ha fibonacci ka numbers par or is ka ratios par jo ka traders ke madad karta ha apni trade lagana ma ka ya trade buy ma enter kara ya sell ma lagay, jis main prices ki breakouts aur retracement kay geometric structure build kiay jatay hain, boht saray technical analysts Gartley pattern ko dusray chart patterns kay sath combine kar kay use kartay hain, jis sa pattern prices kay long term moment main big picture overview daita hay
Importance of Bearish Gartley pattern:
Bearish gartley pattern kisi bhi time frame ma dikhaye day sakta ha aur acha say kam karta ha ap isko 15 say la kar one day ka time frame pa use kar sakta hain, jab apko sari ki formation dikhaye da to apna fibonacci retracement lani A to D or apka fibonacci ka mutabik take profits hon ga, pattern par jo traders trade enter karta ha on ka stop loss 0 par hota ha or profit par he is pattern par trade ko close karta ha kiun kay is ma profit ka bahot ziada chances hota ha, gartley pattern ko technical analysis karna ka liya is ko aur tarha sa bhi use kiya jata ha ta ka is ka perfect information ko jan saka.
How to identify this pattern:
pattern main point 0 sa 1 tak uptrend show ho raha hay, jab kay point 1 sa reversal bhi start ho rahi hay, fibonacci ratios ko use kartay huay point 0 sa 2 tak retracement 61.8% ho gi, point 2 say price point 3 ki taraf reverse ho jati hay aur point 1 sa ye retracement 38.2% hoti hay, point 3 sa price reverse ho kay point 4 ki taraf move karti hay aur is point par pattern mukamal ho jata hay, aur upside target kay sath buy signals generate ho jatay hain, jo point 3 aur 1 ko match karta hay, normaly overall trade main point 0 ko stoploss level kay tor par use kia jata hay, is main traders breakout aur breakdown targets ko support aur resistance levels ki tarah hi use kar saktay hain, ye fibonacci levels aik dusray kay jitna kareeb hotay hain pattern ki reliability utni hi ziada hoti hay, is pattern ka bearish version simple bullish version kay opposite hota hay aur jab prices fourth point ki completion karti hain to ye bhi kafi saray points target kay sath bearish downtrend ki prediction karta hay