Details Of Head And Shoulder Chart Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Head And Shoulder Chart Pattern.
    Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai ki aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge dear jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily katariyat complete karna hota hai aur Market ko acche tarike se focus karna hota hai agar aap market Mein different factors per study karte hain aur different information rakhte Hain To aapko is market Mein maximum advantages available hote hain aapko Hamesha koshish Karni chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada acche experience ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile dear market Mein different patterns Ban Rahe Hote Hain Har pattern ko samajhne ke liye aapke pass experience ka aur knowledge Ka Hona bahut hi jaruri hai agar aap without experience aur knowledge ke kam karte hain to aapko is market Mein Kabhi Bhi fayda Hasil Nahin Hoga aapko fayda Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada Apna experience Hasil karna hoga aur Market ko acchi tarike se judgement karna hoga main aaj aapse Head and Shoulder chart pattern ke related important information share karungi.

    Introduction Of Head And Shoulder Chart Pattern:


    Dear friend trading Mein Head and Shoulder chart pattern ki formation Kuch Is Tarah Se Hoti Hai ke chart pattern mein teen unche points Banti Hain jismein center wali pic sabse Jyada hight ki Hoti Hai Jab Ke first and last hight Mein Ek dusre ke barabar hoti hain but center wali peak se hight Mein kam hoti hai Jab Bhi market Mein Head and Shoulder chart pattern banta hai to yah ek strong types ki indication Hoti Hai Hamare liye market Mein trend reversal ki or Iske bad market ke bear stand start Ho Jaati Hain Head and Shoulder chart pattern jyadatar police Char pattern per hi banta hai but Head and Shoulder chart pattern banane ke bad market Mein strong types ki reversal hoti hai jo ki technical analysis Mein yah Ek behtarin reversal Hoti Hai Head and Shoulder chart pattern fast is baat ki believe Hoti Hai Kijiye yakinan market ki reversal Kar Dega.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-07T073655.384.jpeg
Views:	22
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12573715

    Head And Shoulder Chart Pattern Formation:

    Dear friend trading Mein Head and Shoulder Chaat pattern Kuch Is Tarah Se banti hai ki ismein chart pahle bullish movement Karta Hai Uske bad market ki price down Ho Jaati Hai but yah price Wapas ward move karti hai aur jab yah upward Jaati Hai To yah pahle Wali unche Se Badi peak banati hai aur dobara Wapas yah down word move Karti Hai Kuchh downward movement ke bad market ki price Wapas upward Jaati Hai but pahle wali pic ko cross nahin karti hai balki first pic Jo Bani hoti hai use Tak Hoti Hai Iske bad market ki confirm down trend pakka ho jata hai aur yah chart pattern bearish movement ki taraf is hara Deti Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-07T073645.920.jpeg
Views:	8
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12573716

    Explaination:

    Dear friend Traders technical analysis price ki Agali movement ka Harkat Ka Pata Lagane Ki ummid Mein market ko Dekhte Hue musalsal Trends aur pattern ka mutala Karte Hain pattern ko Talash karna aur durust tarike se sanakh karna aur Unki ahmiyat ko samajhna kamjor trading ke liye bahut important hai Head and Shoulder pattern market ke analysis Ke Darmiyan kabile etbar pattern Hai technical analysis ke lihaj se Head and Shoulder pattern ka ek leading indicator ki Nishan Dahi Karne Wale chart ki tasvir hai jo aamtaur per trend reversal Ki Nishani Karta Hai Jahan market se kabile etamad pattern ke Taur per Sarah gaya hai jo Trend ke reversal Jaane Ke pesh karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-07T073711.068.png
Views:	26
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12573717

    How To Trade On This Pattern:

    Dear friend trading Mein Head and Shoulder chart pattern banane ke baad traders Samjha Jaate Hain ke market ki next moment down trend ho sakti hai Head and Shoulder chart pattern Mein market ki price Mein supply aur demand Ka aapas Mein sakht Jung chal rahi Hoti Hai Is vajah Se Kabhi market Mein supply Jyada Hoti Hai To Kabhi market Mein demand Jyada Ho Jaati Hai jisse market Mein Head and Shoulder Char pattern banta hai but last Mein yah Jung supply Jyada hone ki vajah Se Jeet Jaati Hai jisse demand kam hokar market ki bear is movement start Ho Jaati Hai pattern per entry third peak ke bad Karen aur seling trades open Karen stop last pattern ke sabse top position ya center Peak ke top end per set Karen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-07T073726.697.png
Views:	11
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12573718

    Dear friend Forex exchanging Mein Head and Shoulder graph design banane ke baad brokers Samjha Jaate Hain ke market ki next second down pattern ho sakti hai Head and Shoulder diagram design Mein market ki value Mein supply aur request Ka aapas Mein sakht Jung chal rahi Hoti Hai Is vajah Se Kabhi market Mein supply Jyada Hoti Hai To Kabhi market Mein request Jyada Ho Jaati Hai jisse market Mein Head and Shoulder Scorch design banta hai yet last Mein yah Jung supply Jyada sharpen ki vajah Se Jeet Jaati Hai jisse request kam hokar market ki bear is development start Ho Jaati Hai design per passage third pinnacle ke awful Karen aur seling exchanges open Karen stop last example ke sabse top position ya focus Pinnacle ke top end per set Karen.

اب آن لائن

Working...
X