Low and High Spread in forex trading market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Low and High Spread in forex trading market....
    Assalamu Alaikum dear for Friends ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear Jab hum for studying Business mein kam karte Hain to hamen apna koi bhi order place karne se pahle Kisi broker ki selection Karni hoti hai aur vah broker Jo facilities hamen provide Karti Hain unke badle Mein hamen unko commission Dena hota hai aaj Ham ISI se related apni post Mein kuchh important information share karenge.

    Spread:

    Dear friends forex trading market main jab ham trade open kartay hain to start maintenance kuch pips broker k commission k liay fix hotay hain us ko ham spread kehtay hain spread bid price aur ask price kay difference ko kaha jata hai currency pairs main hamesha two price given hoti hain aik bid price jis par ap base currency ko sell karta hain aur dusri ask price jis par buy kartay hain, in kay difference ko spread kehtay hain aur normaly spread ko two types main divide kia jata hay

    Click image for larger version

Name:	Spread-in-forex.png
Views:	6
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12573562

    Low Spread:

    Dear friends forex trading market mein Aisay borkers jin kay low spread hotay hai wo bhot popular hotay hain khas tor par scalping traders kay liay Kiun kay scalping ka matlab hota hai bhot ziadda trades open karna. So agr spread ziada ho ga to unko ziada amount pay karna pary gi jis ka effect unk overall profit par parta hai. Kai dafa to ye commission 100 or above pip hota hay low spread brokers ham say commission to low charge karty hain laiki ya to unky pas trading kay liye securities ki wide range available nai hoti ya phir unki services satisfactory nai hoti. Isiliye hamain broker ki selection karty hui careful rehna chaiay kyunki Ek achcha broker hi hamen acchi facilities trading ke liye provide karta hai isiliye agar uska spread jyada ho ya kam ho lekin vah hamen acchi facilities de raha ho to vah hamare liye jyada achcha Hota hai.

    High Spread:

    Dear forex friends forex trading market mein High spread ka nuqsan un traders ko ziada hota hay jo scalper traders ya aisay traders jo short term trading ya short time frame per bar bar trade kartay hain, kiun kay is waja say woh har dafa trading order ka commission pay karty hain. Aur akhir main jab woh accommulative calculation karty hain to unhun nay baz dafa profit and total earning ka taqreeban 40 to 50 percent broker ko pay kia hota hay. asy broker hoty hain ki bid price or ask price ma bhot ziada difference hota hai. Es ki he waja sy trader ko high commission pay karna parta hai or es ka sb sy ziada effect scalpers ko hota hai kiu k wo ik din ma bhot sary orders open karty hain or har trade par unko commission pay karna hota hai. Isiliye koi bhi order place karte waqt Ek achcha broker select karna chahie aur iske sath sath unpayers per trading Karni chahie Jin ka separate kam ho to abhi Ham achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	forex-spread-trading-strategies-and-tips_body_Differencebetweenmajorcurrencyspreadsandemergingma.png
Views:	2
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12573563

    Conclusion:


    Dear forex friends forex market main low spread walay brokers kafi popular hotay hain aur zada ter traders un par hi trade karna chahtay hain aisay brokers par scalping kafi effective hoti ha, tamam brokers k spread different hotay hain, low spread walay pairs par trade ki waja sa trader k loss k chances minimum hotay hain kunk agr thek trade open ki jay apki to wo jaldi profit ma chali jati ha, high spread walay brokers ki bid price aur ask price ma ziada difference hota ha, is ma trade kartay huay profit late start ho ga kunk apko pehlay spread ki bari value clear karni parti ha, isiliye apni trading karo profitable banane ke liye acche broker ka intekhab karna aur FIR trading karna jinka support kam ho hamen market se achcha profit dila sakta hai

اب آن لائن

Working...
X