What is robot trading in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is robot trading in forex
    WHAT IS ROBOT TRADING?
    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sb umeed hay ap sb tk hon gay aur ap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.yeh pattern*humari trading main bht important role play karty hain.yeh hamain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gy or in ko fazool samjyn gy to kbi kamyabi humary kadam ni choomy gi.aaj hum jis pattern kay bray me bat krain gay wo hai robot kiya hai.
    Jee han bht say traders ne forex robot trading ki khoshish ki hai robot malomat par karwai tajziya krtay hain jitna k koi b insan kbi ni kar sakta ta ye traders k lye aik mufid tool banata hai tahaam forex robots ko aksar dusray tool aur wasiyal k sath use kiya jata hai kyun k wo sirf positive trends aur trading signal parhtay hain.isi lye robot*trading aik bht hi achi technique hoti hai jis ko trading k lye use kiya jata hai yeh aik automatic trade hoti hai jisko traders apni trading ke liye select karty hain jab traders jab robot*trading ka use karty hain to us waqt wo monthly 40% profit hasil kar saktay hain robot*trading mein robots aap ki equity ko adjust karty hain aur aap ko equity ke according hi market mein trading start kratay hain.


    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	5
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12573502


    UNDERSTANDING ROBOT TRADING IN FOREX
    Robot trading main keemat kam say kam 100$ aur ziyada say ziyada 1000$ tak ho skti hai jinin new traders trades ki tricks sikhnay k lye use kr sktay hain.forex robot kharidtay waqt jin chizo par goor krna hai wo keemat features aur winning rate shamil hai.aur yeh robot*trading application software hota hai jo aap ki basis per trading kar raha hota hai is me koi shak ni is platform ko use karny k liye ap ko is say related complete learning karni chahye is main aap ko investment karna hoti hai aur is platform ko purchase karny k liye ap ko expense dena hotay hain agar aap is option ko avail kartay hain to iski basis per aapki trade automatically excute Ho Jaati Hai aur uske sath sath expert traders is ko properly manage kar rahe hote hain.market main kam karny k liye sab say ziyada important tools knowledge or experience hota hai jab aap k pass yeh taamam chizen maujood hoti hain to us waqt ap apne kam se related bht hi best decision lay saktay hain


    Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	1
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12573506

اب آن لائن

Working...
X