Low volume pullback

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Low volume pullback
    Low Volume Pullback in Forex Trading

    *Asalam o alaikum* members, kya haal hai. Ummid hai aap sab khairiyat se honge Jahan Rahen khush rahe aur mahfuz Rahen. aaj jis topic per Ham discuss karenge vah Hai low volume in forex trading. ek important topic hai jisko samajhna bahut important hai ki trading market mein low volum tab paida hote hain aur use mauke per traders ko kya careful hokar trading Karni chahie ya wait karna chahie isko Ham understand karne ki koshish karen gy.

    What is low volume pullback?

    Forex trading market mein low volume pull back support ki jaane ek technical correction hota hai jo average ki bajay volume ki jyada low hone ki vajah Hoti Hai ismein traders yah dekhte hain k market reversal mein wapas Nahin a Rahi bal k uski movement up trend mein ho rahi hai isliye traders apna profit margin barha lete hain yah dusre alfaaz hue apna take profit jyada pip per set kar dete Hain market mein ek important baat jo k market weak ho jaane se average low volume jyada weak ho jata hai aur wo support se upar hi rahta hai market dobara up trend mein Chali jaati hai agar market mein high volume dec line a jaaye to market mein short term reversal a sakta hai to market mein up trend ke bad Jo short term design ya reversal aata hai usko Ham pull back ka naam dete Hain.
    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12573496
    Details

    Forex trading market mein trend ke opposite direction daily basis per Jo movement Hoti Hai yah low volume ki surat mein hoti hai aur is ke sath yah normal fluctuation ki vajah se bhi hoti hai jiski vajah se market jald hi pullback Kar jaati Hai aur market reversal movements ki bajay mazeed up side mein movement start kar deti hai aur jab market mein high volume spike karta Hai To yah traders isko exit signal ka ke taur per lete hain aur isi Tarah ine signal ki vajah se vah market se exit ho jaate Hain aur jab end per yah result nikalta hai ki current trend ke end mein reversal aane wali Hai To vah asal mein pull back hota Hai.

    Is low volume bullish or bearish?

    Forex market mein kam karte hue jab traders pullback strategy ke sath trading karte Hain To wo is koshish mein hote Hain k market mein thori si weekness hai to wo market mein entry Le saken aur phr low volume pullback unko isiliye bhi jyada suitable lagta hai kyunki Is Tarah risk and reward ratio unko apne liye bahut suitable mahsus hota hai aur vah support ke sath hi apna stop loss set kar lete hain aur is time per long term trading Karne wale traders Buy ki entry Laga dete Hain kyunki Is Tarah unko market se acha profit hasil ho sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	download (3).jpeg
Views:	2
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12573495

اب آن لائن

Working...
X