Dear friend, forex main candlesticks pattern market kay bullish aur bearish behaviour ka btatay hain, inki base par traders pairs ki ongoing aur coming moments ko predict kartay hain, yeh pattern reversal kay ilawa continuation ki bhi information daitay hain, in main say aik pattern Mat hold candlestick pattern bhi hota hay,
Appearence of Mat Hold Candlestick pattern:
Mat hold candlestick pattern five candles par mabni pattern hota ha jo current trend ki continuation ko zahir karta ha, ye pattern bullish aur bearish ho sakta ha jo is bat par depend karay ga kay ye kis tarah kay trend ma ban raha ha, agr bullish trend ma banta ha to bullish mat hold candlestick pattern kehlay ga aur agr bearish trend ma baanta ha to bearish mat hold candlestick pattern banay ga, pattern ki five candles main say pehli aur akhiri candlestick large hoti hai or big body ki hoti hai but mid wali three candlestick small hoti hai aur ye first aur last candlesticks kay opposite trend ma hoti hain, aik bhi candle agar is pattern ki formation kay mutabik na ho to yeh patter valid nhi rehta
Bullish and Bearish Mat hold pattern:
Bullish mat hold candlestick pattern ma first candle long aur bullish hoti ha phr 2nd aur first candle ma gap ho ga aur 2nd candle black ya bearish hogi, jiski real body small ho gi aur wo first candle k close sa upar close hogi, third candle ki real body b small ho gi aur wo bullish ya bearish dono ma sa koi aik ho sakti ha, market ma pehle bull stong hotay hain aur seller ki koi involvement ni hoti but middle wali 3 candle seller ko bhi involve kar deti hain or phr last candle ma bullish ik bar phr sy strength ko show karta hai, Bearish mat hold candle stick pattern downtrend ma banta ha aur is pattern ko follow karnay wali candle sa trend ki confirmation chaiay hoti ha, is ma pehli candle long aur bearish hoti ha, phr down gap k baad 2nd candle bullish hoti ha, iski body choti ha aur ye first candle kay close sa below close hoti ha,
How to trade with this pattern:
Mat hold candlestick pattern form honay par previous trend ko follow karty huay trade continue karni chaiay na kay hamein centre wali third candle ko follow karty huay reverse direction mein trade open karni chaiay kay hamein is tarha trade karny par boht bara loss ho sakta ha, mat hold candlestick chart pattern bahot hi easy chart pattern hay es ko learning karny se ham mazeed be easy bana saktay hey lihaza apko candles ko samjhna chaiay aur iski sari maloomat apkay pas honi chaian candles ki body ki bahot prominent hoti hai aik bullish candle hoti hai aik bearish candle hoti hai aur in ka color by default bullish ki white aur bearish ki black body hoti hai apko is ki color change karni chaiay