Reason and effects of False Breakouts in forex market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reason and effects of False Breakouts in forex market.
    Dear friends, forex trading ma false break out ka matlab hai kay market temporary tor par support ya resistance ko cross karti ha laikin mazeed agay janay ki bajae wapis apni previous support aur resistance ma chali jati ha, prices aik khas support aur resistance level par temporary up ya down moment karti rahain, lakin baad main usi tarah peechay hat jati hain jis tarah ye start hui thien,

    Main reason of false breakouts:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221205_0615_26_9173.jpg
Views:	1
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12573355

    false break out ki waja say hum ghalat trade open kar laitay hain jo nuksan ka sabab banti ha, false break out sa loss sa bachnay kay liay hmain stop loss ko kuch faslay par set karna chaiay ta kay jaldi hit na ho jay, Jab market main news ka time ho to aisay time per market kisi bhi direction main movement karti hai jis sy support ya resistance break ho jati hai aur market breakout kay baad bhi same direction main apni movement ko continue rakhti hai lekin jab market apni normal movement karty huay baghair kisi news effect kay boht bari movement ker jati hai,, jab price key level ko break karay to hmain trade open karnay ma jaldi nhi karni chaiay balkay candle kay close honay ka wait karna chaiay jis sa break out ki strength ka pata lag sakay, trade ma khud entry orders ko support aur resistance kay up ya down set karnay kay liay breakout acha option nhi,


    Effects of false breakouts on trade:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221205_0615_26_8402.jpg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12573356

    Ye break out traders kay liay boht buri situation hoti ha, hamain agr is false break our say bachna hai to hamain apni strategy ko improve karna ho ga, kiun kay ye situation market ma sirf aik bar ni ho gi hamain kai baar iska samna karna par sakta ha, market kai baar breakout karti hai lekin bad mein phir say routine main aa ja jati hai jiski vajah se hamain kafi nuksan ho jata ha, lihaza hamain market mein main koi bhi trade open karne kay liye intizar karni chaiay aur jab tak market ki confirmation nahin mil jati hai tab tak hamain wait karna chaiay


    How to judge false breakouts:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221205_0615_26_7391.jpg
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12573357

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221205_0615_26_5730.jpg
Views:	1
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12573358

    is break out ka pata laganay kay liay hmaray pass forex ki achi learning boht zaruri hain jis sa hum is ko easily tackle kar sakain gay aur khud ko loss sa bacha sakain ga, false breakout ko samajhnay k liay support aur resistance ko thek tarah samajh kar trade open karain ta kay koi ghalat move hmain nuksan na pohnchay, hamain market per nazar rakhni chaiay kay jab also breakout Ho to account wash ki taraf bhi na ka raha ho tou hamain market main trade continue rakhni chaiay kay kuch time kay baad loss recover ho jaey ga

اب آن لائن

Working...
X