What is Bull and Bear Power indicator?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bull and Bear Power indicator?
    Assalamu Alaikum dear forex friends I hope up sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business Mein kam karte Hain to hamen apna Kam soch samajh Kar aur acche tarike se karna hota hai kyunki Forex trading Ek bahut risky business hota hai aur is business mein agar aap acche knowledge aur experience ke sath apna Kam karte hain to aapko acchi advantages available hote hain to isiliye aaj main apni post mein baat karungi bull Powers And Bear Powers kia hai iski important information aapke sath share karungi.

    Bulls And Bears Power Indicator in forex trading:

    Dear forex friends forex trading Market ke 2 importance levels Hain bullish and bearish aur bulls or bears power indicator market ke UN jajbat ki Asal takat ki paimaish Karta Hai Bulls and bears power indicator ko famous technical analyst Alex Alexander elder ne taiyar kiya hai aur usne isko Apne book trading for a living Mein Iske bears Bayan tafseel Bataye Hain Agar is indicators ka tasawar Pahle Se Thoda Sa difficult ho sakta hai lekin real main yah mein bahut easy hai aur sirf price aur ek expandental moving average ka istemal Karta Hai.
    Click image for larger version

Name:	47439673-15674310554456568.png
Views:	1
Size:	28.8 کلوبائٹ
ID:	12573312


    What is Bulls Power?

    Dear forex friends forex trading market mein Bulls power indicator ka buniyadi maksad Kisi bhi time market Mein buyers ka cake mukabale sailors walon ki nisbat takat ka andaza lagana hai yah Kaise Karta Hai yah aasani se paimaish Karta Hai Ki Aaya maujuda price pichhali price se jyada hai aur Agar yah hai to bulls ko winner Samjha Jata Hai yah maujuda bar ki sabse Jyada price aur ek exponential moving average Jo Aam Taur per 13 periods by default select Hua Hota Hai Ke Darmiyan difference ko Lekar Kiya Jata Hai indicator ke mutabik Tej calculation karte hue darja zail formule ka use Kiya Ja sakta hai.

    What is Bears Power?

    Dear forex friends forex trading market mein Bears power indicator sirf Bulls power Ka opposite Hai yah bears ki takat ko jahir Karta Hai Jiska matlab hai ki agar current price previous price se kam hai to bear ka pressure hai bears power indicator ka buniyadi maksad buyers ke mukabale mein sellers walon ki nisbat takat ka andaza lagana hai aisa karne ke liye aap sabse Lo price aur exponential moving average Ke Darmiyan difference late Hain Jo jyadatar bye default 13 periods Ka Hota Hai darja zail formule ki madad se indication ki Ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Bulls-Bears-Trading-System-Sell-Signal.png
Views:	1
Size:	63.7 کلوبائٹ
ID:	12573315

    Trading Strategy:

    Dear forex friends forex trading market mein Bulls and bears power indicator ko oscillator ke Taur per Banaya Gaya Hai power indicator use karte time aapko bye chahie Jab histogram se upar Jaaye aur install installment price exponential moving average EMA se jyada ho indicator exit signals ki bhi Nishan Dahi kar sakta hai jaise ki Jab histogram zero se down a jata hai aur Jyada price exponential moving average yani IMA se down Jaati Hai yani price LoW ho rahi hai bears power signals ke liye Jab histogram 0 se down chala jata hai aur Lo price EMA se kam hota hai to aap Yahan per aap Sel kar sakte hain Jahan yah bhi signal ki bhi Nishan Dahi kar sakte hain jaise ki Jab histogram zero se upar jata hai aur Lo price EMA se upar Jaati Hai yani price increase ho rahi hoti hai.
    Yah kaha jata hai ki bulls and bears power indicator ko Trend ke indicators ke sath milakar Lago kiya jaaye jaise ki moving average trend ki Simat ki confirmation Hasil karne ke liye hota hai bulls and bear power indicator Kuchh dusre indicators Ki Tarah Jyada famous indicator Nahin Hai To Ham yah Ek tasawar from kar sakta hai ki is Waqt market ka control kiske pass hai. Isiliye Bul and bear power ko proper tarike se samajhna aur uske mutabik apni working karna har trader ke liye bahut jaruri Hota hai.

اب آن لائن

Working...
X