Occurence of "market saturation" situation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Occurence of "market saturation" situation
    Dear friends, forex market ki movement par focus karain gay to hamary liay trade ko open karna aur isko profitable banana kafi easy ho jay ga, jo trader market ki movement ko ignore kartay hain aur market analysis ko importance nahi daitay wo kabi kamyab nahi ho patay,

    Market saturation ki occurence:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221203_1818_16_0412.jpg
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12573173

    forex market main saturation situation tab create hoti hay jab trend kafi high ya low jany kay bad bilkul slow movement main aa jaye yani sideway movement main aa jay, trading ma market hamesha apni support or resistance ma move karti ha, laikin trader ko kabi aisi situation nazar ati hai jahan par market maximum ya minimum level par pohnch kar kuch dair stay karti ha, aisay minimum aur maximum point jahan say agay market kay liay move karna possible na ho saturation point kehlata ha,


    Effects of market saturation:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221203_1818_15_7990.jpg
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12573175

    Basicaly market saturation ki do waja hoti hain, jab market apna daily volume complete kar lay ya phir itna high ya low aa jay kay traders kuch dair trade close kar kay rest karny kay liay market say exit ho jaen aur is tarah market at rest position main aa jati hay, aisi situation main jahan market boht slow movement kar rahi hoti hay wahan per trading activity say door rehna he behter hay, trader apni trading kay liye market situation point ka istemal karte hain Kiun kay yah saturation point boht hi clearly result daitay Hain inke zariay say market Kochi tarikay say confirm kia ja sakta hai, jab market kisi aik direction main movement kerty huey same saturation point per ponch chuki ho to wahan say hamain wait kerna chaiay kay jaisay hi market big movement kay baad saturate ho kar wapis movement karna start kar day tab ham trade open kar kay short time main bhi achi earning kar saktay hain

    Trading techniques in market saturation situation:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221203_1818_15_9501.jpg
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12573176

    Saturation ki situation main trading kay liye new trend ya market movement ka wait karna chaiay kiun kay is slow movement kay bad jab traders market main enter hotay hain to woh normaly iski reversal main order place kartay hain aur is tarah hamain bhi in he traders ko join kar kay reversal main short time position main trading say manasib earning ho jati hay, market main is situation point kay signals ko confirm kiya ja sakta ha, overbought aur oversold ko saturation point bhi Kaha jata hai Kiun ki market mein overbought or oversold market ki price ki moment ko confirm karne mein boht ziada help kartay hain

اب آن لائن

Working...
X