What is Money Management?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Money Management?
    Assalamu Alaikum dear forex trading business main jab aap kam karte hain to aapko apna Kam acchi tarike se karne ki jarurat Hoti hai kyunki jitna achcha aur knowledge aur experience wala kam aap is business Mein karenge aapko uski itni hi advantages available honge kyunki forex trading Ek bahut risky business hota hai aur ismein aapki chhoti si mistake aap kya kar sakti hai isiliye hamesha soch samajhkar aur kisi bhi pattern ko proper samajhne ke bad usmein lagaya jaane wala sakta hai

    Money Management:

    Dear friends agar Ham baat Karen Ek acche trader ki to jis Tarah Ek acchi trader ke liye kamyab trading strategies important Hoti hai usi Tarah trading ki acchi trading management bhi uski Punjabi ke liye bahut important Hoti hai management ka idea risk management se bahut gehra taluk rakhta hai kyunki trading ke darmiyan Jo risk jitna jyada leta hai use itna hi jyada fayda hasil hota hai forex trading mein Money management se murad Apne account ki safety com maintain rakhte hue trading karna hai Forex trading business mein Mani management ka relation trading ke dauran aapke account ke loss ko kam karne ka tarika kar hai kyunki hamesha koi bhi trader sirf profit hasil nahin karta balki usko sometime loss ka samna bhi hota hai to agar vah Apne account ki safety ko maintain rakhte hue trading karne ki koshish karta hai to vah achcha profit hasil kar sakta hai isiliye is business mein kuchh aisi trading strategies maujud Hain Jo ki Apnany sy koi bhi trader achcha profit hasil kar sakta hai aur apne loss ko kam se kam kar sakta hai aur aisa sirf use surat mein hota hai jab vah fork trading business mein Money management ko samne rakhte hue kam karta hai.

    Click image for larger version

Name:	Essential-Money-Management-Definition-Techniques-600x288.png
Views:	2
Size:	93.3 کلوبائٹ
ID:	12573073

    Money management rules:

    Dear friends Jab Ham for ex trading business mein apna koi bhi order place karte Hain to usse pahle hamen Apne account ko risk and revolution ke mutabik manage karna hota hai yah management Mani management kahlati hai. agar Ham baat Karen Mani management ke rules ki to forex trading strategies or account ke mutabik aane chahie risk ko account mein profit ke mutabik hi set Kiya jata hai kyunki jitna jyada Ham apna profit hasil karne ki koshish karte Hain Ham Apne account ko bhi usi ke mutabik risk mein Dal Rahe hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	Money+Management+Manage+your+money+Make+informed+financial+decisions.jpg
Views:	1
Size:	74.9 کلوبائٹ
ID:	12573070

    Trading on Risk:

    Dear friends Kisi bhi trader ko ek baat samne rakhte hue trading Karni chahie ki Kisi Ek trade per Apne account ka sirf ek chhota sa hissa risk mein dalna chahie kyunki forest trading mein analysis trading per two percent race ka jyadatar traders suggest Karti Hain kyunki hamen Apne account ka maximum 2% hi risk mein dalna chahiye kyunki jab ham Apne account ki safety ke mutabik apne account ko risk mein dalte hain to use waqt Ham Apne account se jyada achcha profit hasil kar sakte hain.
    Dear friends agr koi bi trader risk and reward ratio ke mutabik apne liye 1.1 ka selection karta hai to uske liye uski har 10 traders mein se 6 Ace trade Ace traits hoti hain jinko usne profitable banana hota hai aur agar usne 3.1 ki ratio rakhi hoti hai to use condition mein uski har chhoti trade ko successful banna mast hota hai.

    Maximum drawdown:

    Dear friends draw down sy morad trading account ki price mein hone wala vah difference hai jo account ke pahle balance hota hai aur trade ko loss ke bad jata hai usko draw down kahate Hain misal ke taur per agar aapka account 100 US dollar ka hai aur agar aapane apna Koi order place kiya hai aur vah order loss Mein jata hai aur aap apne order ko loss main close kar dete Hain. Aur aap karya meaning account 80 US dollar ka hota hai to 20% jo ki aapane loss Mein close Kiya hota hai usko apni next trade Mein aapane pahle usko recover karna hota hai aur FIR uske bad apna profit withdra aap le sakte hain.

    Take profit and stop loss:

    Dear Forex friends Forex trading business ki business hota hai isiliye is business mein ek achcha trader vahi hota hai jo ki Apne account ki safety ko maintain rakhne Hui hai kam karne ki koshish karta hai aur vah apni har trade mein stop loss aur take profit ki facility ka istemal karte hue kam karta hai kyunki stop loss mein ab Mani management aur risk management ke mutabik kam karte hain vah surat mein aapko jyada loss Nahin hota aur agar aapane apna target profit set Kiya hota hai to vah aapko aasani ke sath hasil ho jata hai. Isiliye aapko chahie ki aap hamesha stop loss aur take profit ka istemal Apne har order Mein jarur Karen Taki aapko account ko manage karte hue profitable trading karne ka mauka mile

اب آن لائن

Working...
X