Dear friends, percentage in point (PIP) pair ki minimum price change ko measure karta ha, ye aik currency ma dusri currency k against change show karta ha, yeh minimum value hai jis ma market currency ko calculate kiya jata ha, yeh show karta hai kay ik currency dosri currency kay mukablay ma kitni change hoe hai jab kay dono ko forex pair ma represent kiya jata hai.
Details of PIP:
Ziada tar pair ma pip decimal kay bad fourth number tk ko indicate karny kay liay use kiya jata hai. Kuch currencies ma ye decimal k bad second number ko show kar karny k lae b use hota hai. Market ki movement k bary ma b ham pip ka lafz use karty hain kay market kitnay move kar gae hai. Spread ko bhi ham pips ki sorat ma he measure karty hain, ye aik currency ma dusri currency k against change show karta ha, ziadatar pairs k decimal k bad fourth value(0.0001) ko represent karta ha lakin kuch pairs ma ye decimal point kay baad second value(0.01) bhi hoti ha, maximum traders second method ko prefer kartay hain kiun kay ye flexible aur calculation ma easy hota ha,
Calculation of PIP:
PIP ki value calculate karnay kay liay three cheezain zarurat hoti hain jin ma pehli khud pip, dusri currency paie ka exchange rate aur tesri lot size jo trader na use ki hoti ha, is tarah pip ko exchange rate kay sath divide kar kay lot size sa multiply kar dia jata ha, isko ham profit and loss measure karny, aur trade lagany say pehly security ki current position jannay kay liye use kartay hain. Maximum traders apni trade main pip yani decimal value ka he istemal karty hain kiun keh is say market ki movement say hamain reasonable profit mil jata hay.
Nano pip (pippet) aur iski calculation:
pip ki further small classification pippet hoti ha jisay hm nano pip kehtay hain, ye pip kaa 1/10 b ho sakta ha, pippet bht small value k liay use hota ha aur decimal point k baad 5th (0.00001) ya is sa next value hoti ha, lihaza kisi pair ma is tarah ki small change ko trader ignore kar daitay hain, Nano pip intehai mamooli change ko bhi show karti hay, jab keh hamain order set karty waqat stop loss ya take profit pip yani 4th digit per he lagana hota hay, nano pip ko forex main itni importance bhi hasil nahi kiun kay iska itna ziada maqsad nai hay, nano account kay liay hm micro lots use kartay hain, market ki up and down moments ko bhi hum pips ma measure kartay hain aur different pairs kay spread ko bhi pips ma measure kia jata ha