What is Threshold value?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Threshold value?
    Assalamu Alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business Mein kam karte Hain to hamen apna Kam mehnat aur lagan ke sath karna hota hai kyunki agar Ham Kisi bhi business ko proper time dete Hain usko acchi tarike se soch samajhkar karte Hain to hamen uske acche advantages available hote hain isiliye for extra din business bhi Ek risky business hota hai ismein bhi acchi tarike se soch samajhkar Kiya Gaya kam hi hamen market se achcha profit dilata hai.

    Threshold Value:

    Dear forex trading market Jab aap kaam karte hain to aap yah dekhte hain ki market hamesha apni Ek direction Mein kam karti hai aur usko channel kahate Hain aur Market some time channel main moment karte hue usko difficulty pesh aati hai isiliye kabhi bhi market mein aisi situation develop hoti hai ki market minimum stages per pahunch jaati hai aur vahan se masjid Aage move karna uske liye possible Nahin hota to market ki aisi situation ya aisa point jis jagah per market ko predict karna easy ho jata hai market ki Threshold value khlati hai
    mein pairs mein some time aisa hota hai ki Inka jab koi recent low point achieve ho jata hai lekin jab aisa hota hai to jab Koi aisa big marecal hota hai to Sirf news ki base per hi market mein itni big moments nahi aati jab market mein kisi pair ka aisa point a jaaye Jahan se market mein dobara wapas hona ho to iski is value ko threshold value kahate Hain.

    Importance of Threshold Value:

    Dear for ex trading market mein Jab market mein suddenly big movement Hoti hai to usko threshold ka naam dete Hain. threshold market ki Kafi movement ke upar bhot zada effect hota hai jab yah ik point banata hai to yah uske sath low point bhi banata hai Jahan se market mein wapasi ka turn Lena hota hai kyunki isase Aage mazwed price moment ki koi bhi gunjaish nahin rahti. Threshold market ka Kafi arsabad hota hai ya low point hota hai aur vahan se market Nahin wapas hi aana hota hai kyunki isase Aage Mazees price movement ki koi expect Nahin Hoti jaisa ki agar Ham baat Karen gold ki to last days mein aapane new higher points achieve Kiya jismein Kisi news ka roll nahin tha lekin jab gold vahan se wapas aaya to fir vahan per traders ne sel ki trade se bhi arning ki kyunki is Tarah crude OIL ki price aapane lowest point per ai to vahan se bhi threshold point banta tha.

    Click image for larger version

Name:	Euro-dollar-volatility-dynamics-and-threshold-value-Threshold-refers-to-the-threshold_Q320.jpg
Views:	1
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12572890

    Trading Strategy of Threshold:

    Dear friends forex trading market mein threshold point ke bad market mein aksar reversal trend dekhne mein milta hai aur ismein trade karne se hamesha traders achcha profit hasil kar lete hain lekin ismein hamen yah bhi chij samne rakhni hoti hai ki agar market hi jaaye to use fresh hole situation create Karen aur uske reversal ka hamen vate karna hota hai kyon kijiye Jahan se reversal mein to aati hai Lekin itni jaldi reversal mein nahin aati aur kuchh arsa tak Yahan per uski movement slow hi rahti hai isiliye use surat mein hamen careful hokar trading karne ki jarurat hoti hai. Lekin agar aap acche tarike se soch samajhkar aur threshold value ke mutabik market Mein apni entry lete hain to aapko achcha profit hasil ho sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X