Diamond Candlestick Chart Pattern
Diamond chart pattern jo ziada tar market k top ya market k top k qareeb pe hi banta hai aur ye hamen indication de raha hota hai k yahan se market uptrend k mukhtalif (downtrend) move karna shoro karega. Is ko Dimond trend pattern is waja se jaha jat hai k is me jo top lines candle sticks ki formation hoti hai wo breakout up side (jahan se market ne oper ko move karna shoro kia hota hai). Dear jab aap Kisi candlestick pattern ko properly Yad kar rahe hote hain to aapko yah Pata Hona chahie ki speed Kitni candlestick include hoti hai aur iske sath sath us candlestick pattern ko properly calculate karne ke liye aapke pass different important information available honi chahie aur ismein aapko take profit aur Stop-loss ki proper calculation se related bhi perfect information honi chahie
Identification of Diamond Pattern
Same pattern mein support and resistance py breakout price action strategy yeh hoti hai ky bahot sary members ya trader sny apni postions aik level tk hold ki hoti hain market ka trend temporary pause ho jata hai keun ky high liquidity provide ho rahi hoti hai apko maloom hai ky yeh aik liquidity market hai jdr traders ka rujhan ho ga udr market move krti jay gi lkn profit loss bhi circulate kr raha hota hai Diamond top pattern peaks aur trough ki trend line ka join honay sa form hota hai. trend line security price action per diamond ki shape formkartay hain . esi liay esko diamond top pattern kehtay hai. Diamond top pattern ko dekhna bhi zaroori hai. to es ka liay hamaik picture jo keh es patt ki graphical representation hai
Explanation of Diamond Pattern
Is pattern mai hum agar trading karen to ham bahut acha profit le sakte hain is mein hamen bahut zada continuous observation ki zrurat hoti hai aur long term trading ke liye is mein ham bahut zada fayida ly sakty hain kyun ky kisi bhi pair ki prices jb kisi height per jati hai to upar ye diamond top pattern develop hota hai is ki formation may support aur resistance ka bahut zada ehem role hota hai forex trading se related aap ko hamesha is mein trading karne ke liye aik acha entry point find out karny kay liye hamesha aap forex ke is pattern ko bahut achi tarah use kar sakte hain entry lene ke liye aap ko hamesha is mein stop last aur take profit hamesha small rakhne hote hain ismein aap professional trader bahut expert is ke sath achi trading karte hain aur behtreen trading ka faida leny mein bhi kamyab ho jaaty hain kyun ky forex mein hamesha acha profit lene ke liye koi bhi trader diamond top pattern ko use kar ky acha profit ly sakta hai
Trading on Pattern
Diamond pattern trade main hamesha stop loss rakhna zarore hey stop loss ki mesale position diamond kay andar entry top say opar hone chihay takeh bearish diamond ke tashkeel ho or bullish say diamond say tashkeel kay ley diamond kay andar kay last point say down part tak ka hona chaye jis say agar traders ko market main lose bhi hota hai to tab uski recovery bhi possible hoge jisk liye hamaray liye aisay chart pattern k sath trading karna aur samjhna asaan hoga. Is me trading strategy bht simple Hy is me ap aik sell ki trade open krty hen jab pattern me trend support line ko cross krta aur Breakout tak ponch kar local low tak pocnh kar support Breakout cross krta Hy aur confirm sell zone me hota hy aur ap ko profit target set karny Kay leay last wave jitna move kr chuki hai