Tripple Top Chart Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tripple Top Chart Pattern.
    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki Harriet se Honge aur Apna sahi tarah se kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily hard work karna hota hai aur daily ka target complete karna hota hai agar aap proper Money management ke sath kam karte hain aur is market Mein acchi strategies ko apply Karte Hain To aap is market Mein apna profit banaa sakte hain agar aap profit table trading karna chahte hain to aapko apni learning complete Karni chahie aur acchi experience ke sath kam karna chahie Taki aap is market mein jyada Se Jyada profitable trading kar sake main aaj aapse bahut hi Jaruri information share karungi jo aapki trading ko Achcha profit de sakti hai to Mera topic hai triple top candlestick pattern kya hai.

    What is Tripple Top Chart Pattern:

    Dear member Ham market mein kisi resistance level ko dekhte hain yahan se market Koi swing level Bana kar down Aati Hai To is ko rurning point Kahaty Hain is swing level par Jaab Dobara market Jati Hai To is ko double top pattern Kahaty Hain for example market Ek resistance level se dusri dafa takra kar down Aati Hai To wahan par double top pattern banta hai aise hi Jaab market Teesri dafa is resistance level par jaati hai aur wahan se down Aati Hai To wahan per Jay market tripple top banati Hai whan per Jab market is resistance level per jaati hai aur koi reverse candle banati Hai jis se Hamyn pata chal Jata Hai To yahan se market down a sakti hai to woh triple top candlestick pattern hota hai yahan se Hum down side ki trade Laga sakty hain is main sab se zayda fayda tab hota hai Kun ki Jaab market tripple top pattern banati hai to is mein stop loss bahot hi kam hota hai aur is mein target Kafi zyada hota hai Kun ki triple top Se Jab Ham trade Lagate Hain to ismein support level Hamara target hota hai vahan Tak Ham apni trade ka target set Karke trade se profit Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-01T094414.649.jpeg
Views:	11
Size:	38.8 کلوبائٹ
ID:	12572668

    Tripple Top Chart Formation:

    Dear member Jab ham tripple top pattern ko find Karty Hain To is maein Hamen trade Laganye ke liye thora sa wait Karna Hota Hai jaise ki market Mein tripple top pattern ban raha hai To Hamen iski confirmation Ka Intezar Karna Hota Hai Jab market is mein Koi reversal candle banati Hai To Hamen yah pata chal jata hai ki market is Resistance level ko break nahin kar sakegi aur yahan se down movement Karegi Agar Hamen H4 time frame Mein tripple top pattern Milta Hai To Hamen isase Chhote time frame ke andar Koi reversal pattern find karna hota hai ya ismein koi bearish trend reversal candlesticke pattern dekhna hota hai Jaise hi market Chhote time farme Ke Andar Koi candlestick pattern banati Hai jisse Hamen yah confirmation mil jati hai ki market Ny abhi down side per movement karni hai To Ham wahan se trade open kar sakte hain aur ismein Hamen Kafi Acha target Mil Jata Hai Jo trader forex market Mein confirmation ky bad Lagaty Hain vah is main Apna target aasani ke sath Ly sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-01T094427.480.png
Views:	15
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12572669

    Trade On This Pattern:

    Dear member Jab market Mein Ham Koi bi trade open Karty Hain To Hamen sab se pahle yeh Pata Haman hona chahie ki Hamari trade kon se time frame ke hisab se active hui hai agar Hum Kesi Choty time frame Main trade Lagaty Hain To is ka target bhi thora sa set karna hota hai agar Hum is market main kisi Barye time frame ke hisab se trade open Karty Hain To is main Hum Apna target zyada Rakh sakty hain is ke sath market ki movement ko Hum Dekh Kar yeh observe Karty Hain Ki market Main Itni fast movement ho rahi hai or Market Hamara target Kitni aasani ke sath hit kar sakti hai agar market mein Humne Koi trade open ki hai aur Market Mein volume Kafi Jyada Hai To Ham Apna target Jyada Rakh sakte hain Kyunki market ismein Jyada volume ke sath trade ki Ja Rahi Ho To Hamara target aasani ke sath hit ho jata hai aise hi Agar Ham is market Mein Koi Bhi trade Lagate Hain to uska target set karne ke liye resistance level aur support level ko mind Mein rakhkar Apna target set karna Hota Hai Jab market Kisi bhi support level ya resistance level per jaati hai aur Hamara target vahan per hota hai to aasani ke sath hit ho jata hai agar Ham is market mein time frame Ko Dekhkar Apna target set Karte Hain To ismein Hamen Kafi Jyada ummid hoti hai ki Hamara target aasani ke sath hit ho jaega aur ham apni trade ko aasani ke sath close kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-01T094400.868.png
Views:	11
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12572670

اب آن لائن

Working...
X