Assalamu Alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear Jab hum forex trading business Mein kaam karte Hain to hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat Hoti hai kyunki jitni acchi hamari working Hoti hai hamen usi ke mutabik is business se advantages hasil ho sakte hain isiliye hamen chahie ki hamen market Mein analysis power ko strong banane ki koshish Karni chahie kyunki hamari analysis power jitni strong Hoti hai hamen usi ke mutabik acchi entries available hoti hain aur usi ke mutabik hamen advantages milte Hain.
What is Bearish Three Line Strike Pattern?
Dear friends Bearish three line strike candlestick pattern price chart per bearish trend Mein banne wala Ek bearish trend continuation pattern hai jo ke four candles per mushtamil Hota Hai Jab Bhi price ik bullish ya up trend Mein movement kar rahi hoti hai lekin suddenly jab demand Mein izafay ki vajah se price ke same bearish trend Mein continuation hone se yah pattern banta hai is pattern mainShamil first three candles bearish hoti hain jabki last Wali ik bullish candle hoti hai jo ki teenon bearish candal se size mein barri Hoti Hai bearish three line strike candlestick pattern price ke bottom level ke mazeed Bearish jaane ka continuation hota hai jo ki price ko mazeed Bearish push ker dyta hai.
Explanation Of Pattern :
Dear friends forex trading market mein Bearish three line strike pattern tab Banta Hai Jab price ke bottom par buyers pressure bearish trend ka end karne ki nakam koshish karte hain pattern four candles per mushtamel hota hai jismein Pahli teen candle 3 black crow pattern Ki Tarah bearish hoti hai jo ki ek dusre ke lower Low per close hoti hain pattern ki last candle hoti hai jo ki teenon bearish candles ke lower per open hokar Pahli Bearish candles ke top per close hoti hain pattern ki teenon candles per Ek bullish strong strike Karke uske sath ko khatm karne ki koshish Karti hain lekin price ka maujuda trend bearish hi continue Hona start Hota Hai.
Trading Strategy :
Dear forex friends bearish three line strike pattern price ke bottom Mein teenon Bearish aur ek Bullish candles ka ek strong bearish trend contination pattern hai jo ki traders ko market Mein Sell ki entry Le sakte hain pattern per trade entry karne se pahle Ek confirmation candles Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein bearish honi chahie aur last Bullish candle ke bottom per close honi chahie pattern ke bad bullish candle Banane se market ka maujuda trend invalid tasawar Hoga Jis per trade enter karna risky Hai pattern ke liye CCI,RSI indicator aur oscillator per value Darmiyan se ya 50 se kam honi chahie
Isiliye dear friends agar aap forex market mein kisi bhi pattern ko complete confirmation ke bad entry Lete Hain to aapki entry aapko successful banati hai.