What is"over-trading in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is"over-trading in forex trading?
    INTRODUCTION!




    ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS!Dear friends kese hn ap umeed krta hun ap sb khariat se hun ge or apni mehnat se trading kr rhe hn ge dear friends aj ak hmara topic he over trading in forex aj mn ap ko apna knowledge share krna chahta hun umeed krta hun ap sb ko smj aye gi.








    OVER-TRADING:



    Over-trading se murad financial market ye forex market me apne limits ya awqat se ziada trades open karna. Forex trading me over-trading sab se bari mistakes k tawar par jana jata hai. Traders (ziada tar new traders) forex market me over-trading ki waja se apne account ko bohut ziada loss de jate hen. Umoman traders k account wash bhi over-trading ki hi waja se hote hen. Forex trading market me over-trading do tarah se hoti hai:Chunkay yeh aik nafsiati masla hai, trader over trading se bachney ke liye khud ko durust karne ki mukhtalif tknikin istemaal kar satke hain. is mazmoon mein, hum paanch tareeqon par aik nazar dalain ge jin se aik tajir over trading se baz reh sakta hai :Have a trading planRefrain from trading all-dayLimit the number of trades per dayTake time-off after a serious lossSet stop loss and take profit limits to your tradesUn techniques ko istemaal karne se, aik trader oopar se neechay tak ki hikmat e amli aur yeh samajh sakta hai ke woh kitna haasil karna chahtay hain, kitna khona nahi chahtay, aur aik din mein kitni trading kaafi hain.









    BARE LOT SIZE KA USE:Bara lot size jo account k risk ratio se ziada ho over-trading hai. Forex trading me agar hum money management, discipline aur risk management se kaam nahi karengay, to hum se bare (large) lot size select hongay, jo over-trading ki aik misal hai.Agar hamare account kam sarmaye k hen to pher to humen bare lot bulkul bhi istemal nahi karne chaheye, aur agar hamare account ziada hujam k hen to pher humen risk aur money management k hisab se hi kaam karna chaheye. Humen is ghalat pehmi me nahi parna chaheye k hamare account me sarmaya ziada hen to is ko kuch nahi hoga, bulke humen apne account ko safe tareeqay se handle karna chaheye.







    HAD SE ZIADA TRADING :

    Agar hum forex market me mutawater trading karte rahengay to ye bhi over-trading trading me shumar hota hai. Forex trading ka market 24-hours open hota hai, is waja se humen jaldbazi se kaam nahi lena chaheye, bulke proper analysis k mutabiq apne target ko hasil karne k bad apna mazeed kaam dosre din me shoro karna chaheye. Ziada trading karna humare leye zaror loss ka sabab banti hai. Dosra agar humen trading me loss ho raha ho, to us loss ko kam karne k leye mazeed trading nahi katni chaheye, q k aksar hamara loss mazeed barh jata hai aur hamare account tak wash ho jate hen.







    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	4
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12572356





    OVER-TRADING SE BACHNE K KUCH TIPS:[LIST][*]Forex trading market me proper analysis k sath kaam karen. Analysis k elawa trades open karne se ijtenab karen.[*]Apne trading plan (discipline) par sakhti se amal karen, is se mazeed trading hum control kar sakte hen.[*]Trading me stop loss ka istemal kia karen, aur loss ko kam karne ki koshash me mazeed trading se bachen, agar stop loss hit hota hai to hone den.[*]Apne account ki volume barhane ki koshash karen.[*]Risk management aur money management se kaam karen. Agar account mazeed trades ki ijazat nahi deta to na karen. Beshak trades faida-mand q na sabit ho rahe hon.[*]After trading plateforme (mt4 aur mt5) ko check na karen. Is se hamare dil me mazeed trading ki lalach peda hooti hai.[*]Forex trading me rato-rat ameer banne k sapne na dekhen, bulke aram aram se thora thora profit hasil karne ki koshash karen.





    IMPORTANCE:



    Yeh pehli technique kisi bhi trader par laago hoti hai, chahay inhen over trading ka masla ho ya nah ho. Trading plan ka hona trading ke amal mein tarteeb aur saakht muta-arif karwa sakta hai aur taajiron ko apne faislon ke baray mein ziyada bashaour bana sakta hai. Yeh hai ke tijarti mansoobah kaisa nazar aana chahiye : Usay aik makhsoos alay ki nishandahi karni chahiye jis se koi shakhs tijarat karna chahta hai. Din ka aik makhsoos waqt jab woh tijarat ko injaam dainay ki mansoobah bandi kar raha y hon. Aik takmini raqam jo woh haasil karna chahtay hain aur nuqsanaat jo woh lainay ko tayyar hain.


    THANKS.....

اب آن لائن

Working...
X