What is Capital in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Capital in forex trading?
    Assalamu Alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge Jab hum for extreting Business mein kam karte Hain to basic chijen jinke bare mein hamen pata hona jaruri hota hai unke mein shamil Ek capital bhi hota hai ki jiske bare mein jitni jyada information hamare pass Hoti hai ham utane hi acche tarike se market mein working karte hain aur utane hi acche advantages hasil kar sakte hain.


    What is Capital?

    Dear forex friends forex trading business mein Capital wo amount hoti hai jis per aap apna koi bhi business start karte hain misal ky tor per Jab aap market mein Koi business start karte hain aur usmein aap initial deposit Jo karte Hain to wo aapka capital hota hai is Tarah Jab aap Forex trading business mein apni kaam shoru karte hain aur ismein apni amount deposit karte Hain to yah aapka capital hota hai is capital ki vajah se aapko market mein bahut zyada advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein consistently basis per Apne capital per depend karna hota hai kyunki capital ki amount aapke liye most important factor hoti hai. Isliye capital ko acchi tarike se soch samajhkar Kisi bhi Business mein istemal karne wala businessman hi successful ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	minimum-capital-required-to-start-day-trading-forex-1031370_FINAL1-0fd72348a80a4951b802a7df8b988.png
Views:	6
Size:	237.2 کلوبائٹ
ID:	12572225

    Minimum Capital:

    Dear forex friends forex trading business mein mostly beginners Ye sawal karte Hain ke minimum Kitna capital invest karna chahie to is silsile mein main aapko yah batana chahti hun ki ky mein aapko hamesha ek acche capital ke sath apna business start karna chahie kyunki aapka capital jitna jyada Hoga aap itne hi jyada aasani ke sath is ki requirements ko complete karenge aur apne targets ki achievement karenge kyunki Jab aapka account minimum hota hai to aisi situation mein aapko bahut jyada safety Nahin Hoti hai aur iske sath ek aur factor bhi hota hai jo aapke capital ki minimum amount ko select karne mein important roll play kar raha hota hai aur vah yah factor hota hai ki Jab aap Kisi bhi currency per trading karna chahte hain to uske liye requirements different hoti hai aur agar aap higher volatility per trading karna chahte hain to iske liye aapki minimum requirements different hoti hai lekin according tu my personal opinion and experience a aapko hamesha minimum 100 or above US dollar se trading start Karni chahie isase kam trading Wala saamp ke liye dangerous ho sakta hai. Kyunki jitna jyada marjan aapke pass hota hai aap usi Tarah market mein advantages hasil kar sakte hain.

    Additional Capital:

    Dear forex friends forex trading market mein Jab aap Apne capital ko increase karna chahte hain to additional capital ki facility bhi aapko hasil Hoti hai Jab aap market mein kaam krty hue yah feel kahate Hain Ki aapka capital minimum ho raha hai aur aapko extra capital ki jarurat hai jo aapke liye perfect ho sakta hai to aisi situation mein aap additional capital ki facility ko istemal karte hue fori tor per aap Apne account mein amount deposit kara kar Apne capital ko increase kar sakte hain jiski vajah se agar aapko market mein lash ka samna karna pad raha hai to use surat mein aap apne account ko mahfuj kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	20201017_143548_0000.png
Views:	1
Size:	40.5 کلوبائٹ
ID:	12572226

    Conclusion:

    Dear Forex friends forex trading market mein capital Ek bahut important factor hota hai is business mein successful hone ke liye kyunki capital aapke account ki safety ko maintain rakhta hai isiliye hamesha 100 aur above US dollar ke sath trading start Karni chahie aur koi bhi business ho usmein jitna jyada capital aap invest karte hain aap khud Nahin jyada advantages available ho sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X