Supply And Demand Zone.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply And Demand Zone.
    Assalamu Alaikum dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe Honge Jab aap ismein apni working ko complete karna chahte hain to aapko Ek acchi planning Karke kam karna hota hai Forex trading Mein supply and demand ko samajhne ke liye aapke pass proper learning aur experience Hona chahie supply and demand kya hai yah aapko Pata Hona chahie ki market Mein isko Kaise supply karte hain aur iski demand kaise karte hain Taki aap is tarike se trading kar sake Jo members proper trading ke bare mein information Nahin rakhte aur apni learning ko complete Nahin Karte vah kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada acchi strategies ke sath kam Karen main aaj aapse bahut hi important information discuss Karunga jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic Hai supply and demand kya hai.

    SUPPLY AND DEMAND KIA HAI:

    Dear friend financial market ki insar supply aur demand per munasir Hota Hai agar market mein kisi chez attom Ke makedar Log zyada khareed Rahy hotye hain to us main esy ka matlab hai ki is chez ki demand zyada hai or agar us ki Talab ki nisbat us ki tadad bahr rahi hai woh to us ka matlab hai ki supply zyada hai or demand kam hai jis sy use item ki price Gir Jaati Hai forex trading market Mein currency ka use hota hai agar market Mein Ek currency Jora aap ja raha ho to uska matlab hai ki base currency ka demand zyada hai aur Agar down a raha ho to uska matlab hai ki base currency ki supply jyada hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-28T075745.465.jpeg
Views:	15
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12572202

    TRADING MAIN DEMAND:

    Dear friend dusre financial market Ki Tarah forex trading b supply aur demand per kaam Karta Hai forex Mein currency joroen Ek maksus value Ke Darmiyan trading Karty Hain Jab Bhi market Mein Base currency GBP USD Mein GBP base currency hai ki demand bahr rahi ho to uska matlab hai ki currency Jora Bullish Jaega currency jore ki demand Mein Ek wazehya currency jore Mein maujud currency USD quit currency Ky demand Main Kabi Kami bhi ho sakti hai.

    TRADING MAIN SUPPLY:

    Dear friend forex trading main agar Kisi currency jory ki value Agar Gir rahi ho to uska matlab hai ki ya to currency jory Mein Base currency ki supply zyada hui hai aur ya Ka wait currency ki demand mein izaafa hua hai same Aisi commodities Main Bhi Hoga Misal ke Taor par Agar oil ki price Gire rahi hoti hai to uska matlab hai ki oil ki supply zyada hai.

    SUPPORT AND RESISTANCE IN FOREX MARKET:

    Dear friend forex trading Main demand aur supply ke liye support or resistance ka use Kiya Jata Hai Kun ki Forex trading Main yeh Mumkin Nahin Hai Ki Ek currency Jory sirf Bullish Jaega is vajah se yah Ek Khas position Se Apna trend Badal Deta Hai Jab Bhi Ek currency ki demand zyada hoti aur up Chali Jaati Hai To Ek Jaisa position hota hai ki vahan use Se Ki wapasi yakini Ho Jaati Hai use position ko forex trading mein se selling area ya registence zone bhi Kaha Jata Hai ISI Tarah Agar Ek currency Jory downward jata hai aur supply Mein izaafe ki wajah se uski value Mein Kami wakeya Ho Jaati Hai to use down Ek Aisa position a Jata Hai Jahan se uski wapasi yakini hoti hai or use position ko support zone ya buying area bhi Kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-28T075847.072.png
Views:	17
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12572203

    HOW TO TRADE:

    Dear friend forax trading Mein supply aur demand ka factor Na Hota To currency per trading Mumkin Nahin Hota forex trading mahksus level Ke Darmiyan Harkat kar rahi Hoti Hai Is wajah Se yeah traders ke liye investment ki opportunity Paida Karti Hai Jab Bhi market Main demand zyada ho jaaye aur price resistance area Tak pahunch Jaaye to use position per Hamen Sell ki trade open karna chahie ISI Tarah Jab market Mein price supply zyada hone ki wajah se support level per a Jaaye To Hamen buy ki trade open karna chahie supply aur demand zone Mein trading ke liye Hamen RSI ya Stochastic osillator ka use karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-28T075756.978.png
Views:	11
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12572204

اب آن لائن

Working...
X