Dear friend, forex market ma technical anaylisis kay liay indicators boht important samjhay jatay hain, market ma entry aur exit signal ki guidance kay liay ye important role play kartay hain, forex ma kafi tarah kay indicators hamain market ki moment kay baray ma indications daitay hain, in ko mainly two kinds main divide kia jata ha,
1. Leading Indicators
2. Lagging Indicators
Leading Indicators ki detail:
indicators market ma price moments ko lead kartay hain, matlab ye traders ko trend reversal ya continuation ki probability ka advance ma btatay hain, yeh indicators market main pehlay hi prices ki agli movement bata dete hain hume leading ka use karna hota hai khas kar sideways market mein ye indicators sideways market me traders ko bahut ziada trading opportunities deti hain k wo pehle se hi market mei thek se samajh k entry ya exit karen advance ya early signal ka faida to hai k human ziada trading ka moka milta hai aur hum achi aur ziada trades kar sakte hain,
Lagging Indicators ki details:
Yeh indicators market ki price moments ko follow kartay hain, normaly ye trend follower consider kiay jatay hain, moving average aur moving average convergence divergence mainly use honay walay lagging indicators hain, lagging indicator hamain outputs kay baray mai btata hai is main hamain market ki maloomat milti hain ye hamain btati hai k market ko kaisay ham nay understand karna hai aur us say ham nay kaisay profit hasil karna ha, ye measurable price ki information deta ha, yeh long term bhi chalta hai in indicators ka ak disadvantage ye hota hai ziada tar yahi kay ye indicators advance ma market ki prices kay baray main information nahi daitay,
How to get benefits from these indicators:
Leading indicators ki kuch examples main Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hain, Leading indicators ka pehlay zikar ho chuka ha kay ye market me pehle hi prices ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut ziada trading opportunities daiti hain kay wo pehlay say hi market me entry ya exit karen, Lagging indicators humen market main prices kisi aik side kay trend pay move ho jane kay baad batate hen, Moving Averages, Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) wagera lagging indicators hotay hain, jab market apna trend change kar chuki hoti hai. Ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka ha aur hum nay boat miss kar di ha, lagging Indicator market k long trend mai boht help full hoty hain