Complete explanation "ABCD Chart pattern" in forex market........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Complete explanation "ABCD Chart pattern" in forex market........
    Introduction:-

    Aslam u alaikum,

    Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Forex market main trading karnay k liye traders k pass jitna bhi acha aur strong knowledge hoga wo kam hai qk yeh market aik bahut he waseeh market hai jisk liye ham jitnay bhi chart pattern k sath trades ko start karnay ki soch rakh saktay hain wo kam hai. ABCD chart pattern aik simple chart pattern hai jiski identified ham 2 prices ki legs k equal honay say kar saktay hain aur usk baad is main trading ko asaani say samjhtay hwuay start kar saktay hain. Traders k comments say ham is chart pattern k sath trades karnay k liye isk start honay say ham market main price ko judgement karnay main kamyab ho saktay hain k next price ka trend kahan say ya kahan tak run kar sakta hai. ABCD chart pattern k creat honay say ham is baat ki asaano say confirmation hasil kar saktay hain k price bullish ya bearish movement say kitna movement kar sakty hai.







    Identification:


    Dear friends!
    ABCD chart pattern ko ham bahut saray resources say search aur fined out karnay main success ho saktay hain, yeh chart pattern har aik time frame main traders k liye search karna asaan hai jiska aik proof aur sample aap uper screen shot main daikh saktay hai jiska bullish aur bearis sample search karna asaan hai. ABCD chart pattern ko price chart pay ham serve kar saktay hain. Is chart pattern k use say ham indicators k signal ko bhi search kar saktay hain.


    Trading with ABCD chart pattern:

    Buy trade:

    Dear!
    ABCD chart pattern pay ham buy trade ko open karnay k liye hamain kuch rules ko follow kartay hwuay iski confirmation hasil karnay k baad trades ko open karnay say he faida mil sakta hai.
    1. Point A statistically significant low hona chaye.
    2. Point B statistically significant high hona chaye.
    3. Jis hisaab say point A lengthy ho usi hisaab say he point B bhi lengthy hona chaye tab yeh aik complete patter ban sakta hai aur uskay baad is main buy ki opportunity appear hoty hain aur tab he ham is chart pattern k sath buy ki trade ko open kar saktay hain.





    Sell trade:


    Dear!
    jaisay ham uper ki trade ki explain say buy ki entry ko open kar rahay hain same he ham iskay opposit sell ki entry ko open kar saktay hain jisk sath he isk rules ko follow kartay huway ham market main sell ki entry ko bhi open kartay hwuay acha profit hasil kar saktay hain.


    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X