Benifits and Draw backs of using technical anaylisis and indicator in forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benifits and Draw backs of using technical anaylisis and indicator in forex.
    dear friends, technical anaylisis forex market main pairs ki moments ko predict karnay kay liay boht importance rakhtay hain, inki base par traders coming moments kay up ya down honay ki probability ko janchtay hain, trading main ye aik important aspect samjhay jatay hain aur in say safe trading possible hoti hay,

    Importance of technical anaylisis:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221127_0937_43_8540.jpg
Views:	1
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12572074

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221127_0937_43_9691.jpg
Views:	1
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12572075

    Yeh aik aisi working hoti hay jis main traders price moments ko janchtay hain, is main previous prices aur volumes ko use kar kay pairs ki future moments ko predict kia jata ha, technical anaylisis main supply aur demands ko study kia jata hay ta kay market ya trend ki direction kay baray main guidance hasil ho sakay, technical analysis ki badolat hamain market ki current situation better and accurate read karny main madad milti hay,agr technical anaylisis ki limitations aur benifits ko samajh lia jay to ye traders ko tools aur skills kay new sets provide kartay hain jo trading main boht helpful sabit hotay hain,technical anaylisis ki three main assumptions hoti hain ,

    1. prices hamesha trends main move karti hain

    2. history tends to repeat itself

    3. market discount everything

    Market ki prices technical anaylisis kay liay required sari information ko reflect kar rahi hoti hain, technical anaylisis main traders prices kay rhythem, flow aur price action kay trends ko janchtay hain,

    Importance of technical indicators:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221127_0937_44_1193.jpg
Views:	1
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12572079

    technical indicator hamain kai dafa exact prediction karny main madad daity hain, ham indicators ki badolat ya chart per jaiza laity huay different patterns say bhi market ka trend jan laity hain. Aur candlesticks ki lambai ya shortage ya colour say bhi mazeed prediction kar laity hain. Is tarah technical indicators ka market ko samjhny main use hamary liye kafi helpful hay, Technical analysis main indicators results aur price action baz dafa confusing ho jaty hain, kiun kay dono kay result different hoty hain ya mil nai pa rahay hotay

    Benifits and Drawbacks:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221127_0937_44_0502.jpg
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12572081

    technical anaylisis prices ki prediction sa ziada probability ko kaha ja sakta hay, is liay traders market ki future moments ko 100% predict nhi kar saktay kay balkay aik general idea assume kar saktay hain, kiun kay market ki moment kisi bhi waqt change ho sakti hay, Technical analysis main hamain itna data use nai karna parta hamain bas indicators ki setting kar kay market ki state maloom ho jati hay, jab keh fundamental analysis kay liye hamain kai ziada factors ko daikhna parta hay jaisy keh pairs correlation, upcoming news, events, reports, political situations wagera, aik misconception ye hoti hay kay boht saray traders samajhtay hain kay technical anaylisis trend kay start ko identify karnay kay liay lazmi hain lakin aisa nhi,

اب آن لائن

Working...
X