What is Overlapping in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Overlapping in forex trading?
    Assalamu Alaikum dear forex members I hope aap sab khairiyat se honge dear Jab hum for studying Business mein kam Karti Hain to kuchh chijen aisi hoti hain Jo hamen basic information market utility ke bare mein provide Karti Hain unmen se Hi Ek overlapping hoti hai aaj Ham apni post mein baat karenge overlapping ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri yah form karda information aapko is topic ko samajhne mein aur ise apni working mein incluid karne mein bahut jyada madad degi.

    What is Overlapping?

    Dear forex members forex trading market mein 1 Trading session kay complete hony sa phly hi dosra trading session start ho jata hai. Is position ko overlapping kaha jata hai. Jab market mein same timing per 2 different trading session excute ho rahy hoty hain, tu us situation ko overlapping kaha jata hai, is situation main market voltatality bahut jyada hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	trading-the-tokyo-session_body_TradingchannelsexampleGBPUSDf.png.full.png
Views:	1
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12572047

    Importance of overlapping:

    Dear forex members forex trading market mein trading mein overlapping bahut hi important hoti hai isliye hamen iski importance ko samajhna chahie kyunki hamen market mein itni acchi movement Kabhi bhi Nahin mil paati hai jitni acchi movement hamen market mein overlapping ke time milati hai isliye hamen overlapping ko samajhna chahie kyunki is time mein market mein main to beg sessions open hote hain aur hamen in se jarur fayda uthana chahie is time main market ke new trend bante hain aur agar hamen market ke new trend mein entry mil jaati hai Aur Is Tarah Ham market Ki Is Tarah Ki movement Se Achcha profit Hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	MarketHoursTable_TimeZones.png
Views:	4
Size:	39.6 کلوبائٹ
ID:	12572048

    Tokyo Session:

    Dear forex members forex trading market mein Monday early morning jab market open hoti hai, tu us time sb sa phly Tokyo Session start hota hai. Is per GMT timing 11:00 PM sa 8:00 AM tak ya sessions continue rehta hai. No doubt ya timing April sa October tak prevail hoti hy or remaining month main is main 1 hour ki changing bhi expected ho sakhti hain.

    London Session:

    Dear forex members forex trading market mein London session market ka second session hota hai. Aur ya market ka sabse fast aur barha session hota hai. Is session main market mein bahut zyada fast moment hoti hy. kyunki London session ke dauran 3 sessions open hote hain isliye is session ki bahut jyada importance hoti hai aur is session mein hamen kafi acchi trades mil jaati Hain market mein is session ko bahut importance Di jaati hai. London session Pakistani time ke mutabik 12 pm ko start hota hy. Aur aur 8 p.m. ko close ho jata hai.

    New York Session:

    Dear forex members forex trading market mein at the end of day NewYork Session start hota hai. London session kay bad iski timing start hoti hain, jo kay GMT time kay hisab sa 12: 00 PM sa 09:00 PM tak prevail krti hain. Is Market session main sb sa zyda voltatality hoti hy.

اب آن لائن

Working...
X