What is pattern connector in UP Trend and down Trend?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is pattern connector in UP Trend and down Trend?
    Assalamu Alaikum dear forex Friends main ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear Jabong for excreting market mein kam karte Hain to hamen apna Kam mehnat aur lagan ke sath aur iske sath sath acche knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat Hoti hai kyunki Ham jitna achcha kam karenge hamen usi ke mutabik apna reward bhi milega isiliye Business mein sirf vahi trader successful trader Ban sakta hai jo ki knowledge aur experience ke sath apna Kam karta hai.


    PATTERN CONNECTER:

    Dear forex friends forex market mein yah ek bahut hi important or valuable information Hoti hai jiski base per aap aapas mein different treds ka connection find out kar sakte hain aur apni decision making ko perfect banaa sakte hain dear friends Jab market mein down Trend ke bad up trand start hota hai ya up trend ke bad down trend start hota hai to iska aapas mein bahut jyada connection hota hai is connection ko agar aap find out kar lete hain aur is pattern ko understand kar lete hain to uske bad aapko market mein ek bahut hi achcha profit hasil ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	ChartPattern2-1.png
Views:	2
Size:	65.6 کلوبائٹ
ID:	12571936

    IMPORTANCE OF PATTERN CONNECTER:


    Dear forex friends forex trading market mein kam karte hue Jab aap Kisi bhi pattern ka dusre pattern ke sath continuation ya connector find karte Hain to yah aapke liye bahut jaruri hota hai kyunki Jab bhi Koi bhi Ek pattern ya trend khatm hota hai to uske bad agale trend ya pattern ka start ho jata hai to surat mein agar aap naye banne wale pattern ko acche tarike se samajh Lete Hain to uske mutabik aap apni decision making kar sakte hain jiski vajah se aapko market mein acche advantages available ho sakte hain isiliye Kisi bhi pattern ki continuation ya uske and ka samajhna aapke liye bahut important hota hai.

    UPTREND:

    Dear forex friends forex trading market mein Is correction ko identify karne ke liye sabse pahle aapko uptrend market ka analysis karna hota hai aur aapko jab up trend Coldplay point per complete ho chuka hai sometime is Tarah hota hai ki up trend market mein complete ho jata hai to uske bad market mein thodi der ke liye side mein movement hoti hai jo aapko yah identifiket kar rahi hoti hai ki market mein aap iska pressure kam ho chuka hai aur aap market ki vah point downwards movemen hexpected
    hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	ChartPattern1.png
Views:	1
Size:	81.0 کلوبائٹ
ID:	12571937

    DOWNTRAND:

    Dear forex friends forex trading market mein jab down trend se related information aapane hasil Karni hoti hai to down trend jab analysis kar lete hain to uske bad aapko yah idea ho jata hai ki aap market ka trend change ho chuka hai aur Market mein sideways moments start ho chuki hy to is wakt trader ye identify kar raha hota hai kya market ka trend phir bhi change ho sakta hai to yah aapke liye bahut jyada help provide kar sakti hain aur aapko market mein best opportunities share kar sakti hai jiski vajah se aapko market mein acchi advantages available ho sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X