Force index indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Force index indicator
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahen khush rahen aur mahfuj Rahen aaj is topic per main aapke sath Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai force index indicator yah technical tool hai aur ham isko Apne trading mein kaise use kar sakte hain aur iske use karne se hamen kya benefits hasil ho sakte hain Ham isko understand karne ki koshish karenge

    DETAILS OF FORCE INDEX INDICATOR
    Force index indicator aur volume ko use Karke price move ke behind strength ki amount ko measure karta Hai yah ek osilator ki Tarah positive aur negative area ke between fluctuate karta hai forex market mein force index indicator price action aur volume ke upar depend karta Hai yah index current market price ko prior market ke volume ko compare karta Hai ismein values up down move kar sakta hai kyunki is value price action per depend karti hai
    Click image for larger version

Name:	1575638991-9b35741e2f92b4e231811050a3cabc42_1200x1200_q90v3.jpg
Views:	1
Size:	72.8 کلوبائٹ
ID:	12571914
    HOW TO CALCULATE FORCE INDEX VALUES
    Yah indicator unbounded integrated hota hai yah ek idenfinitely up aur down move kar sakta hai yah trend aur break out ki confirmation ke liye bhi use Kiya jata Hai iske alava yah potential turning points ko bhi support karta hai manually values ko calculate karne ki koi jarurat pesh nahin aati zero se above rising force index rising prices ki confirm karta hai aur zero se below falling force index falling price ko confirm karta hai yah ek legging integrator hota hai jo previous price aur volume data ko use Karke exponential moving average calculate karta hai
    Click image for larger version

Name:	Table-1-SSC-durations-of-common-exercises.png
Views:	1
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12571916
    IMPORTANCE OF EMA IN FORCE INDEX INDICATOR
    Is indicator mein Ema essential component karta hai 13 period exportation moving average by default set Hoti Hai 13 period exportation moving average ko price ke sath trend janne ke liye use Kiya jata hai jab ke 13 period moving average ko volume ke sath use karne se trend ki strength ki jaanch ki ly use kia jaati Hai ismein values up aur down travel kar sakti hain Yahan tak ke yah zero se above move kar sakti hai kyunki iski value price action per depend Karti Hai base per iski value zero se bhi below move Kar jaati Hai
    Click image for larger version

Name:	Force-Index-Binary-Options-Trading-Strategy.png
Views:	2
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12571915

اب آن لائن

Working...
X