forex trading me apni mistakes ko repeat krne wala bohat bra bewakof ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    there are many ways which can make it little easier for beginner. A trader actually needs practice and learning to succeed in Forex. When a new trader trade in first in Forex he has need some quality. They need choose a good or heavy wait currency to trade. He need to learn rule of trading. Make a good strategy for trading.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      dear forex mai mistake karna burii baat nhn hy ap mistake ko learning k zariye acha kar skte ho but agar ap learning nhn karo gy aur aik he mistake ko bar bar karo gy tu ap waqai mai bewaqoof ho gaye es liye ap ko es mai daikh aur smjh k kam karna chahiey,,,
      • #603 Collapse

        yes dear sir i agree with you ap ne bhaut acha sawal kiya hai humein forex per humien apni mistake bar bar repeat nai kerna chye agr koi ghalti se mistake ho gyi hai tu us mistake se humein sabak sheekna chye
        • #604 Collapse

          learning from our own mistake or from other trader mistake is good way for learn forex trading but learning from our own mistake is not as easy as the theory this i got my own experience, i know my own mistake and i still do that for many times thats not because i did not learn from my own mistake but it difficult for me to beat my own emotion
          • #605 Collapse

            g han bilkul sahi ,,,,, forex trading pe galtiyo kosudharne ki bjay agr ap dohrate rahe ge to is me ap bot nuksan kamay ge or kabi faaida hasil nahi kar sake ge qk is me galtio ki gunjaysh bot KM HOTI HAI
            • #606 Collapse

              g bilkul wo aik bara bewaqof ha jo aik bar ghalti ae ha wo dubara ae to pir loss kr jae hamin chahiya k jo galti aik bar ae ha wo dubara na ae.
              • #607 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: qureshi78601 پيغام ديکھيے
                Ye to mash'hoor hadees he ke (momin aik soraakh se do baar nhi dasa jata) is liye aik hi ghalti ko baar baar repeat krne wale forex ko samjhte hi nhi hen jis ki waja se un se aik hi ghalti baar baar ho jati he.
                galti kana galti nhi but galti ko repeat krna sb se bari galti ha our insan apni galtiyon se bhi kuch sekhta ha mene bhi start mn mistakes ki our bht kuch ganwa dia lekin ab mene apne loss k ewaz bht sekha ha our mein ab bht khush hon. q k galti se insan sekhta ha ye uski kamiyabi ha nakami nhi.
                • #608 Collapse

                  G han sir ap na boot hi achi baat ki ha jo log bar bar aik hi galti karte hain. mari nazar ma wo boot bewqofre hote hain hum ko bar bar aik galti nia karni chaye jis sa hamara apna hi naqsan ho.
                  • #609 Collapse

                    Forex trading ma sb sa achi bat yhi ha k trader without investment k b trading start kr skta ha or bohat low volume sa ya amount sa trading start kr k profit earn krta ha is liye normally start k liye aik trader almost 50 Dollars sa b start kr skta ha.
                    • #610 Collapse

                      G han i agree with you. Forex ek bht hi difficult or risky business hy. or ismain apni ghalti ko repeat karna bht bari bewakoofi or apne paoun py kulhari marne wali baat hy, kyu k agar hum bar bar wohi ghalti karen gain to humari sari ki sari investment doob sakti hain. or profit bhi zaya hosakta hy,
                       
                      • #611 Collapse

                        g bhai aap bilkul theek keh rahy hain forex trading main jb ksi ko ek dafa loss ho jaata hai to us k bad usy chye k apni mistake ko theek kry aur is galti sy seekhy aur kabhi bhi wo galti dobara na kry
                        • #612 Collapse

                          yeas forex me apni ghalti ko repeat karne wala bhut bara bewaqof he is lye ke ap hmesha apni ghalyi se sabak sekhte he na ke ap is ghalti ko dobara repeat kare is se ap ko sekhna chahye nahi to ap ko bhut bata loss uthana par sakta he
                           
                          • #613 Collapse

                            forex business ma successful honay k lye hamian boht mehnat karni parhti ha. ya business boht risky ha or hamain is business ma apnay loss sa or apni galtiyon sa sekhana chaye. taky hum wohe galtiyan again repeat kar k loss na karain. is k sath sath hamain demo account par practice karni chaye. taky jo galtiyan honi han wahn he ho jayn.
                            • #614 Collapse

                              g bilkul ager aik gilti bar bar ky jae tu wo galti nahi aadt bn jati hai or yeh aadt ap k business ko loss ky traf lay k jati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                busniess ha ,ya always open rahy ga,ya Fabe bhe panda nhn hostage ha,quon k is forum ko day by day boht sary log very saucily join kr rahy 10 saal tak es dun ya ne bhe qaim rehna hai k nhi.agar ground reality ko dekha jay to ab online businesses aur khas kar forex k Khayyam hone k koi Saar
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X