Discussion Of Parabolic SAR indicator.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion Of Parabolic SAR indicator.
    Assalamu Alaikum dear friend I Ho Baap Sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apni working ko complete karna chahte hain to aapko proper Forex form per time Dena hota hai Jitna Jyada aap ismein time Denge aur isko Samajh Kar kam Karenge aapko itna hi Achcha result Dega isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur trading Mein different indicators available hote hain Inko use Karke aap acchi trading kar sakte hain trading Mein indicator ka best selection karna bahut hi important Hota Hai indicators ki help se Ham trading Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain jo aapki trading ko profit table Banai Gaya to Mera topic hai parabolic SAR indicator kia hai.

    What is Parabolic Stop And Reverse Indicator:

    Dear friend j.wells wilder ka Banaya parabolic SAR indicator Ek legging indicator Hai Jis ko aamtaur per parabolic SAR aur stop and reverse bi Kaha jata hai indicator Ek single line Jaisa para Bullish Ek Line ya parabolick dots Kaha Jata Hai banata hai jo ki up trend Mein price ke down aur down trend Mein price ke upar display Hota Hai parabolic SAR indicator Ek trend following indicator hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-25T100731.755.png
Views:	19
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12571830

    Explainations:

    Dear friend Parabolic SAR indicator ki acchi aur Buri khubiyon ke Agar baat ki Jaaye to is indicator Ki Sabse Badi hasiyat yah hai ki yah indicator strong trend line mein bahut positive response Deta Hai jisse market Mein trades ke successful hone ke chances bahut acche hote hain parabolic SAR indicator ka sab se bada Dra back sideway trend Mein Hai Kijiye indicator bagair trend ke Acha result Nahin Deta Hai side vate and Mein dots price ke up down Hote rahte hain jisse market ki koi clear direction Nahin mil rahi hoti hai.

    Functions:

    Dear friend Basically parabolic SAR indicator teen Tarah ke kam Sar Anjam de rahe hote hain Jiski details Bahut Si mil rahi hoti hai per aap Bullish Kaise ndicator basic or important work Trend ke direction ke bare mein bahut information Dete Hain Jab Bhi is indicator ki dots price ke down Honge to yah Ek bullish trend ki Nishan Dahi Hogi jabki dots ka price se upar Hona bhi Reg stand ki Nishan Dahi Hoti Hai Para Bullish Kaise yaar indicator ka dusra work market Mein entry ki position ya point ke bare mein batana hota hai indicator dots ki madad se trend Line ki strongness ki Nishan Dahi Karti Hai jisse trader market Mein entry Karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-25T100722.460.png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12571831

    Dear friend Parabolic SAR indicator ka Teesra work market se exit hone ke bad bare mein information Dena hota hai yah indicator use time Hamen dots ki madad se ek clear message Deta Hai Jis time trade reversal ya trend ki position kamjor par hoti hai.

    Calculation:

    Dear friend parabolic SAR indicator ki calculation Mein acceleration factor aur price ki external high and low ki calculation se result Deta Hai yah indicator acceleration factors ke sath maujuda exterm price ka use Karta Hai Taki yah to Kiya Ja sake ki Ishare ke nukte kahan jahir hain hone chahie Parabolic SAR indicator ki calculation darjail tarike Se Ki Jaati Hai.

    1 Uptrend

    PSAR = PriorPSAR + Prior AF ( Prior EP - Prior PSAR)

    EP = Highest High For An Uptrend, Updated Each Time New Ep Is Reached.

    AF = Default of 0.02, Increasing By 0.02 Each Time A New EP is Reached With A Maximum Of 0.02

    2. Downtrend

    PASAR = Prior PSAR - Prior AF (Prior PSAR - Prior EP)

    EP = Lowest Low For Downtrend, Updated Each Time A New EP Is Reached.

    AF = Default Of 0.02 Increasing By 0.02 Each Time A New EP is Reached with A Maximum Of 0.02.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-25T100722.460.png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12571831

    Dear friend parabolic SAR indicator dots create karta hai woh bhi Madarsa calculation ka use karty hue Jis ki madad se price se direction Ka Pata Chal Jata Hai indicators ke dots Har time price ke sath hote hain aur sath hi Uske Munh bhi kar rahe hote hain Agar price aap trend mein ho to yah dots down se Apar ki taraf price ke down Se Ja Rahe Hote Hain Jab Ke price ke down trend Mein hone per dots price ke sath sath Apar se down ki taraf move kar rahe hote hain price ke trend change hone per dots bhi Trend ke mutabik apni Simat Badal Dete Hain.

    Use of Parabolic Stop And Reverse Indicator:

    Dear friend Parabolic SAR indicator price ke up down moment karne per market mein bye aur Sell ka signal Dete Hain Jo indicator market mein buy ka signal Sell ka signal Dete Hain yah indicator market mein buy ka signal Dena Hota Hai Jab Bhi dots price ke down chal rahi Hoti Hai To yah ab trend ki indication Hoti Hai indication Sel ke signal tab Dena Jab Bhi dots price ke upper move kar rahi hoti hain Jahan per indicator down trend ki taraf Ishara Deta Hai Jab Bhi price Tez Movement mein ho to indicator signal ke response Bi zyada best hota hai but Small movement ki vajah se indicator ka signal false signal bhi bahot zyada Paida Karta Hai jis sy trade ko loss ko zyada bahas Hota hain.

    Trading With Parabolic Stop And Reverse Indicator:

    Dear friend Parabolic SAR Indicator per trading se pahle last Mein trend confirmation price action se Jarur Karen Jo Trend ke up trend ya down trend ki vajah Ishara De Iske alava dusre indicator Jaise moving average ya trend line ko bhi iske sath use Kiya Ja sakta hai jo ki overall trend ki direction ki semat ka pata Dete Hain parabole Kaise yaar indicators ki trading Mein use karne ke liye Iske साथ-साथ dusre indicator se bhi confirm ho to use time trend ki direction Mein trade lagaen Agar maujuda trend bullish ho aur indication indicators ke dots bhi price se down ho to market mein bye ki entry Karen lekin Agar dots price ke down se Apar shift ho Jaate Hain to use time market se exit krain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-25T100825.968.jpeg
Views:	1
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12571832

اب آن لائن

Working...
X