Bullish Neck Line Candlestick Pattren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Neck Line Candlestick Pattren.
    Assalamu Alaikum dear member I hope aap sab theek Honge aur apna acche tarike se kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam kar rahe hote hain to aapko Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal Rakhna hota hai aur agar aap is market Mein chhoti si bhi galti kar dete Hain To vah aapke liye bahut jyada loss ka bahas Ban sakti hai isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur Market ko proper focus Karen agar aap ismein properli learning aur experience ke sath kam Karenge to aap is Mein successful trading kar sakte hain main aaj aapse bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai Bullish Neck Line Candlestick Pattren kia hai isko Kaise Samajh Kar trading mein Ham acchi earning kar sakte hain.

    Bullish Neck Line Candlestick Pattren:

    Dear friend Forex trading Mein bullish on neckline candles take pattern Ek bullishe trend continuation pattern hai jo price chart per do candle Se Milkar banta hai pattern Mein Shamil first candle Hoti Hai ISI vajah se pattern ke liye price ka Pahle Se high area ya Bullish trend Mein Hona important hai 2 days candles ki aakarsi single Day pattern se behtar hota hai Kyun ki ismein Ek candle thori bahot confirm hai price area Mein yah important Nahin Hai Ki Har dafa yahan se Bearish trend reversal hi hoga ISI position Neck line pattern Mein continue Karwa Deti Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-24T103115.915.jpeg
Views:	8
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12570472

    Candles Formation:

    Dear friend Forex trading Mein bullish on neckline candlesticks pattern price ke up trend ya higher per high demand ki vajah Se Banta Hai Jahan per trend reversal ke zyada Imkanat hote hain pattern Mein Shamil candles different pattern ki yani bearish aur bullish Hoti Hai Iski information aapko mil rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-24T103125.653.png
Views:	5
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12570473

    First Candle: Dear friend bullish on Neck line candlesticks pattern ki Pahli candle Ek bullish candal hoti hai jo ki price ko up trend ya Bullish trend ki aakashi Karti Hai yah candle trend ko Mazeed Upar ki taraf push karti hai aur Market Main high demand ko zahir Karti Hai yah candle ek normal real body wali candle hoti hai.

    Second Candle: Dear friend bullish on neckline candlesticks pattern ki dusri candle Ek Baarish candle Hoti Hai yah candle Bullish candle ke top per gap mein open Hoti Hai Jab Ke close Usi candle ke real body se thora sa Upar Hoti Hai pattern Ki Bearish candle trend reversal karne ke nakam koshish Karti Hai Jis ka close price lazmi Pahli candles ke close price se pahle Hona chahie.

    Explanation Of Bullish On Neck Line Candlestick Pattren:

    Dear friend forex market Mein bullish on neckline candlesticks pattern price Mein Bullish trend ke dauran Bankar price ko Masjid Upar Ki Janib push Karti Hai yah pattern price ke Bullis trend ke dauran Ek vakfa Paida Karti Hai pattern 2 days candles par mustamel Hai Jiski Pahli candle ek strong bullish candle hoti hai jo ki price Ke Bullish Siya up trend ki alamat Hoti Hai pattern ki dusri candle ek bearish candal hoti hai aur ISI candles kya open price pahle candle se gap Mein Hota Hai pattern ki second candle first Candles ke price ko Upar jaane se rokhny ke koshish karti hai jo high demand ki vajah Se nakam Ho Jaati Hai pattern ki dusri candle ka open Pahli candles ke close se top per gap Mein Hota Hai Jab Ke close Pahli candles ke real body se thora sa Upar Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-24T103135.146.png
Views:	18
Size:	24.0 کلوبائٹ
ID:	12570474

    Trading With Bullish On Neck Line Candlestick Pattren:

    Dear friend forex trading Mein bullish on neckline candlesticks pattern price ke top Mein continuation pattern ka hone ki vajah se ek bullish trend signal generate Karta Hai Jis per market mein buy ki entry ki Ja sakti hai pattern per trade enter karne se pattern ki second candle Ek confirmation candles ki jarurat padati hai jo ki real body Mein Ek candle honi chahie aur second candle ke top per close bhi honi chahie pattern ki confirmation CCI RSI MACD indicator or stochastic oscillator Se Bhi ki Ja sakti hai Jiski Jiski value Darmiyan se upper zone Mein honi chahie pattern ke bad Bearish candal se pattern invalid tasawar Kiya Jaega pattern ka stop loss or ya Pahli candles ke open price Se Two pipes below set Karen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-24T103108.699.png
Views:	5
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12570475

اب آن لائن

Working...
X