Details of Cryptocurrency Vs Paper Currency.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Cryptocurrency Vs Paper Currency.
    Assalamu Alaikum dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna best work kar rahe Honge Jab aap ismein apni working ko complete karna chahte hain aur apni studies ko complete karna chahte hain to ismein aapko proper time Dena hota hai aur Market ko acche tarike se judgement karna hota hai agar aap market Mein Mani management ke sath kam Karte Hain To aap is market Mein maximum advantages Hasil kar sakte hain aapko is market mein jyada Se Jyada Koshish Karna Hogi ki hard work ke sath kam Karen aur rules regulation ko follow karke trading Karen agar aap apni strategies best banana Chahte Hain To aapko demo account per hard work karna hoga aur Apna experience Hasil karne ke liye practis Karni Hogi tab hi aap is market Mein successful trading kar sakte hain main aaj aapse bahut hi important information share karne ja rahi hun jo aapki trading ko bahut hi Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Cryptocurrency Vs Paper Currency kia hai.

    What is Cryptocurrency:

    Dear friend Forex trading Mein cryptocurrency Currency digital currency ko kaha Jata Hai Jisko computerised jaanch kar tarike se save Kiya jata hai aur yah Ek khyali currency Hoti Hai Kun ky iska koi bhi shayari wajud Nahin hota hai cripto currency Mein Kun Ke blockchain method use Kiya Jata Hai Is vajah Se is Mein Do numberi Aur Jali Palan takriban na Mumkin Hai cripto currency Kisi bhi country ki taraf se Saya Nahin Ki Jaati Hai aur na hi yah Kisi government ki market hoti hai jo isko control kar sake cripto currency government control se bahar hone ki vajah se ismein government ki do numberi ke chances Namumkin Hai cripto currency Ka Khyal 1985 Mein pesh Kiya gaya tha aur iska bakayda aagaaj Bitcoin ki currency se 2009 mein hua Bitcoin is time Puri world mein na sirf crop top currency mein se Bal ke Aam country currency mein bhi sabse powerful currency hai aajkal market Mein iski rate 11000 se upar Hai Bitcoin ki Lava krepto currency Mein light coin Bitcoin cash vagaira Shamil Hai digital currency bahut Sare contries mein kanuni hai aur Pakistan mein pahla Business mein filhal iski Karobar per pabandi hai Pakistan mein Mani laundering aur terrorism financial ka Bada problem chal raha hai is vajah se Iske business per filhal pabandi hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-23T112041.824.png
Views:	1
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12570280

    What is Paper Currency:

    Dear friend Hard currency ya paper currency ka aagaz bahut purana aur purane time mein metal gold aur silver ke Sikke hard currency ke Taur per use hote hain modern currency ka Aawas 1664 mein shivdan ke bank Ne pahle bakayda currency ke aagaaj kiya tha Uske bad yah different marhal se Gujarte Hue hamare pass is Shakal Mein Aaya Hai paper currency ko Aam Taur per gold ki jamanat ke Taur per Jari Kiya Ja chuka hai is currency pers ko aap Kisi bhi country Mein use Karke Apna business kar sakte hain aur Aisi currency Har country Mein use ho sakti hai Kuchh Aisi currency hai jo Kai mumalik mein use Nahin Hoti .use Aur Is per mention hota hai ki yah government ki official some currencies aisi hai jo bahut se banks Mein saving Karva sakta hai lekin vah Aise mamalik Mein Hi use hoti hain Jahan se Banda sev kara Raha Hota Hai bank Ki Tarah Se Hamare liye ek jamanat Hai Puri Duniya Mein Har EK country ka Apna currency note hota hai aur isase vah Apne Mulk Mein maujud Karobar ke liye use karte hain is time paper ya bank note Mein sabse strong currency kuwaiti dinner hai aur sabse kamjor bhi currency Irani Rahil hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-23T112105.502.jpeg
Views:	1
Size:	52.3 کلوبائٹ
ID:	12570281

    Crypto And Paper Currency:

    Dear friend trading Mein aajkal Har broker takriban donon types currency Mein trade Karvate Hain hard currency ke trading ka aagaaj to 1973 mein Britain would agreement ke dissolved hone pay start ho gaya tha aur cripto currency ka aagaaj modern time Mein Hi Hua Hai kraptor currency abhi tarikh ke marhall se Gujar rahi hai farak trading Asal kam hi currency exchange ka karta hai aur ismein rojana ke lihaj se takriban 5 trillions dollar ki investment ya transaction Hoti Hai currency bhi ab is Daur Mein barabar Ka hissa Dar Ban chuki hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-23T112050.188.jpeg
Views:	1
Size:	57.9 کلوبائٹ
ID:	12570282

اب آن لائن

Working...
X