Bid Price Ask Price, Bid And Ask Spread.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid Price Ask Price, Bid And Ask Spread.
    Assalamu Alaikum dear friend ummid hai kya aap forex market Mein Achcha kam kar rahe Honge Kyunki agar aap ismein Achcha Kam Nahin Karenge to aap kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte kam job hone ke liye hard work ki jarurat hoti hai jo members is market mein jyada Se Jyada hard work karte hain aur Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal rakhte Hain vah Hamesha successful trading kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap is market mein bahut hi careful hokar kam Karen aur acchi planning Karke trading Karen main aaj aapse bahut hi perfect information share Karunga to Mera topic Hai bid and ask price kya hai.

    BID PRICE:

    Dear friend forex trading market ko ik specific currency ki kharidny ky liye taiyar Kiya Jata Hai To isko bid price Kaha Jata Hai es price per trader currency jore ki basis par currency ko Sell kar sakte hain base quit ke left side per Hoti Hai for example USD CHF 1.4527 buy 32 mein hai bid price 1. 45 27 Hai To iska matlab hai ki aap ek American dollar USD ko 1.45 27 switch France CHF Mein Sell kar sakte hain.

    ASK PRICE:

    Dear friend bid price ke baraks Ask price Mein Forex trading market ko ik maksus currency ki frock karne ke liye taiyar Kiya Jata Hai ask price ko offer price bhi Kaha Jata Hai is price per traders base currency kharidte Hain is quit ke right Taraf dikhaya Jata Hai for example USD CHF 1. 45 27/32 Kuwait Mein Ask price 1.45 32 hai Jiska matlab hai ki aap 1.45 32 switch Franc CHF Mein Ek American dollar USD khareed kar sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (76).jpeg
Views:	6
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12570131

    DIFFERENCE BETWEEN BID AND ASK SPREAD:

    Dear friend Dear bid price or ask price Ke Darmiyan difference ko spread Kaha Jata Hai separate ko financial market Mein tips count Kiya Jaate Hain Agar Ek currency jore USD/JPY ki bid price 11.50 aur ek ask price 110.76 Hai To j50 or 76 Ke Darmiyan difference ko spread Kahate Hain separate in fact brokers ki Commission hoti hai jo vah Apne client se trading ki facilities Ke Badle le rahe hote hain aamtaur per broker Sapne client ko pahle teen digits Mein Rado Badal Nahin Karte balki vah sirf last Tu digit ka hi Hawala pesh Karte Hain ke 50 aur 75 yani bed price 50 hai aur Ask price 75 aj kal forex market Mein 5 digits ki sahulat bhi provide ki Jaati Hai Is vajah Se market mein bid aur uski trade Lagane se pahle isko bagair tajzeeya zaruri hai.

    Click image for larger version

Name:	images (77).jpeg
Views:	1
Size:	30.8 کلوبائٹ
ID:	12570132

اب آن لائن

Working...
X