Explanation of long legged doji candlestick pattern...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of long legged doji candlestick pattern...
    Assalamu alaikum dear forex friends I hope aap sab khairiyat se honge dear Jab ham forex tradng business mein kaam karte Hain to hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat Hoti hai kyunki hamari working quality hi hamare profit ko increase your decrease karti hai isiliye hamen apna Kam acche knowledge aur experience ke sath karne ki jarurat Hoti hai tabhi Ham is business mein successful ho sakte hain.


    What is Long Legged Doji?

    Dear forex friends forex trading market mein Long ledged doji candlestick pattern ik aisi candlestick hoti hai jo aapko market mein trend reversal ki information provide karti hai kunk Jab aap market mein kaam kar Hain to aisi condition mein different price area mein apni consideration mein zarur rakhna hota hai kyunki jab tak aap different factors ko istemal karke decision lete Hain to use tab aap ko market mein acchi interview milati hai aur surat mein aapko achcha profit hasil ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	long-legged-doji-candlestick-chart-pattern-set-candle-stick-candle-stick-graph-trading-chart-to-.jpg
Views:	3
Size:	52.9 کلوبائٹ
ID:	12570121

    Identification of long legged Doji:


    Dear forex friends Jab aap market mein long legged dogi candlestick ki identification karte hain aur isko properly recognition karte Hain to definitely aapke liye is par working karna aasan hota hai kyunki yah ek aisi candlestick hoti hai jismein aapko center mein body milati hai aur iski donon side per aapko lambi Shadow mil rahi hoti hai is candlestick ko identify karne ke liye aapko market mein chhoti body wali candlestick jismein lambi Shadow wali donon sideon per available hoti hai jo aapko iski aasani se identification karne mein help provide karti Hain. Dear friend SK long Shadow ki wajah se isko 25 karna aapke liye bahut aasan ho jata hai.


    Formation of Candle:

    Dear long leg doji candle aamtaur per prices mein jyadatar dekhe jaate Hain kyunki yah ek neutral candle hoti hai isiliye yah candle ek hi waqt mein market mein buyers aur sellers ki ek jitni tadad ko jahir karti hai jo price ko ek khas position per constant rakhti hai candles ki formation kuchh is Tarah se Hoti hai. long legged dodi candlestick price ke darmiyan mein zadatar neutral hoti hai aur iske bottom or top per trend reversal ki salahiyat Hoti hai yah candle ik real body k bghar Hoti hai kyunki yah candle single hone ki vajah se bullish aur bearish donon Tarah ka kam kar sakti hai isily is candle ke upper aur lower side per Shadow hota hai jo ki donon side per size mein equal hota hai. ISI vajah se yah bullish aur bearish dono Tarah ke kam karti hai.

    Trading strategy:

    Dear forex friends long legged doji Candlestick Pattern ik single candle pattern hone ki wajah se traders ko zyada acche signals provide nhi kr sakti aur sideway Market mein to ik candle ko neutral candle tasawar Kiya jata hai yah candle price ke top ya bottom mein thodi bahut karamat ho sakti hai lekin uske liye bhi confirmation Nahin de sakti isiliye candle ki trading se pahle market mein long term ki time frame select karna ke bad price ke top ya bottom position ko dekh lena chahie kyunki uske bad indicator jaise CCI indicator aur oscillator per value dekh Lene se overbought aur oversold zone mein hona chahie. Agar aap ine tamam chijon ko samne rakhte hue farak market mein long legged do ji ke mutabik trading activities complete karte Hain to tabhi aap market se achcha profit Le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	long-legged-doji.png
Views:	14
Size:	26.4 کلوبائٹ
ID:	12570122

اب آن لائن

Working...
X