INTRODUCTION:
ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS!
Deer friends kese hn ap umeed krta hun ap khariat se hun ge or apni mehnat se trading kr rhe hn ge dear friends trading mn harmonic price chart ka bht bra roll he aj ka topic he harmonic price chart jis mn mn ap ko is k bare mn apna knowledge share krna chahta hun umeed krta hun ap sb is ko thik tra se earn kren ge or profitable trading kr sken ge.
HARMONICS PRICE:
Dear my Favourite Friends Harmonic price chart patterns ko define karne ke liye aapko Hamesha step-wise market ki movement ko dekhna padta hai aur market ke trend ko follow karte hue apni trade ko perform karne ke bare mein strategy banani padati hai basically harmonium price indicator Hamen hameshaa price level ko Dekhte hue he samajhna padta hai to Jab Bhi aap harmonic price chart pattern ko samajhne ki koshish karte hain aur is ky method py kam krty hain to aapko sabse pahla step Lena Hota Hai vah price ke bare mein Lena hota hai ki Hamen candlestick ki help sy market price ko Dekhte Hue potential difference dekhna padta hai price level ke difference ko bhi judge kar lete hain to Uske bad baki step ko follow karna Hamare liye bahut easy ho jata hai second step main Hamen market ki price ko judge karte hue potential measures karna hota hai Jitna acche se Ham potential measuring karte hain price ki utna hi Hamen acche tarike se market ki movement ka Andaza ho jata hai aur candlestick ki movement sy Hamen indication Ho Jaati Hai Ky Abhi harmonic price patterns ban raha hai third step Mein jb harmonic price pattern ki indication Hamen mil Jaati Hai To vahan per apni trade ko buy ya sell main perform karne ke bare mein step banate hain.
TYPES OF HARMONIC PRICE CHART PATTERN:
Harmonic price chart patterns ki three types hoti hain
1. THE GARTELY PATRON
2. THE BUTTERFLY PATTERN
3. THE BAT PATTERN
IMPORTANT POINTS:
** Harmonic trading fabonacci numbers par
** Depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.
** Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaaty hain.
** Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai.
** Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gaye hain.
GEOMETRY AND FABONACCI NUMBERS OF HARMONIC PRICE CHART PATTERN:
Mere pyare Dosto Harmonic pattern combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai. Jo es method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Ye primary ratio har kisam k structure ma available hoti hai. Ye structure repeat hota hai kiy k ye man made structure hota hai. So es ratio ko financial market ma b repeatedly dekha ja sakta hai. Trader fabonacci ratio in patterns par use karta hai or es sy future movement ko predict karta hai.