Top-Five indicator for trading strategy in a Day
technical indicator woh tools hotay hein jo keh forex market mein financial market ke paishan gi karnay mein madad karta hey yeh intraday forex trading indicator kese assert ya currency pair kay trend ko identify karnay mein madad karta hy yeh forex market mein ya to bullish trend ho sakta hey ya phir bearish trend ho sakta hey
day trader kay pass trading kay ley bohut kam time hota hey kunkeh forex market mein enhen daily market close karnay say pehlay trading ko close karna hota hey wh daily forex market ke en tamam currency pair ka analysis nahe kar saktay hein lahza intraday forex trading indicator with out kese effort kay trend ko talash karnay mein madad gar sabat ho saktay hein es ley day kay trader en indicator ka estamal kar saktay hein or market kay bullish ka anakysis kar saktay hein
forex market mein bohut say technical indicator dasteyaab hotay hein phir bhe mn price action indicator par es ley depend karta hon keh woh mathematical indicator ke bajay forex market ke wazah tasweer dekhatay hein mathematical indicator aik wazah tasweer paish kartay hein jabkeh price action indicator hamesha price ke keyadat kartay hein lahza day ke trading mein technical analysis karnay kay ley price action ka intakhab sab say best hey
5 indicator for day trading
supply and demand indicator
higher high or higher low trading indicator
exponential moving average indicator
candle stick pattern indicator
daily Fibonacci indicator
supply and demand indicator
supply or demand indicator aik technical indicator hey jo keh market bananay wala naksha hey es indicator ke sab say best khasoseyaat yeh hey keh yeh aik higher risk o reward ratio frahm karta hey yeh higher risk o reward ratio ke trading mein risk ko manage karnay mein madad karta hey ager ap 5 trade ko open kartay hein to 1:6 risk o reward ratio ko kaim karna chihay
exponential moving average indicator
moving average intraday trading kay zarey say sab say zyada estamal honay wala forex trading indicator hey agerchay aik mathematical frmulay par pobne indicator hey agerchay yeh fatre hey es kay pechay estamal honay wallay forex trading indicator aik simple hey or average price bhut zyada importance rakhte hey chonkeh price hamesha average price tak pohnchanay kay ley koshesh karay ge
moving average indicator ka estamal chart par trend ka indicator hey r trend ko tabdel karnay kay ley kea jata hey intraday trading mein moving average trading indicator forex trading ko check karnay kay ley madad karta aya keh price moving average say opar chal rehe hey or nechay ja rehe hey
higher high or lower low trading indicator
trading trend kay ley sab say jaded higher high or lower low trading strategy hy price action mein jab price ke wave higher high r lower low banate hein to forex market mein over all trend bullish ka hota hey jab keh ager price ke wave lower level or kam low banate hein to amome trend bearish ka shikar ho jata hey
candle stick pattern strategy
yeh sab say important trading indictor hey jo keh forex market mein ap ko estamal karnay ke zaroorat hote hey yeh candlestick chart pattern reversal points ko identify karte hey
jo keh forex market mein trend ke reversal trade kay esharay kay tr par estamal key ja saktay hein forex market mein key level hamesha trend ke confirmation ko identify karte hey trader support zone par buy kay signal ke confirmation dein gay laken market ko banaay wallay support zone ko bhe break kar dein gay candle stick pattern ke tajweez kar saktay hein yeh es bat ko yakene banay ga keh support zone darust hey or price ka trend tabdel ho jay ga forex market mein bullish reversal trend start ho jay ga
daily Fibonacci trading indicator
Fibonacci trading indicator sab say zyada estamal honay wala trading indicator hey or forex market mein aik technical tool hey chonkeh yeh forex market mein aik natural tool par moshtamel hota hey es ley forex market kay price kay chart par key level ke paishan goi karnay kay ley aik bohut he zyada effective tool hey
daily Fibonacci indicator day kay trading kay bohut zyada important hein or forex trader kay ley khas tor par important hein daily Fibonacci indicator forex trading kay ley planning karay ga o bad meein ap en fibonacci levels par day trading ke planning kar saktay hein low time frame par day trading kar saktay hein