What is double top pattern in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is double top pattern in forex
    WHAT IS DOUBLE TOP PATTERN IN FOREX
    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sb umeed hay ap sb tk hon gay aur ap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.aj ka sawal hai double top pattern aur yeh kab banta hai Double top aik intehai bearish technical reversal pattern hai jo kisi asset kay musalsal 2 martaba buland keemat tak ponchny kay bad banta hai jis me do bulandiyoo kay darmiyan mamoli kammi waqiyaa hoti hai is ki tasdeeq ua waqt hoti hai jab asset ki keemat 2 sabqa alaah kay darmiyan kam kay brabar support level say nichay aa jati hai


    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	15
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12570051



    DOUBLE TOP PATTERN KAB BANTA HAI
    Forex trading me Double Top pattern*eik aisa*pattern*hai js me 2 dafa market oper jati hai aur oper ja kr resist krti hai or jaisy he confirmation dy ti hai bilkul eik line pr aa kr tu aisa me market down jana shuro ho jati hai is me b $ 100 capital sy 0.05 ke eik trade lga bohat acha profit book kia ja skta hai agr es*pattern*ke confirmation ky zaroorat ho tu RSI EMA sy b madad li ja skti hai market main kam karty hain to humin dekh lena chaye kay ismein mukhtalif kism ke patterns hamare pass karte hain Din Mein Ham apni trade open kar sakte hain isi wajah se hum apna profit hasil kar sakte hain in patterns ko samajhne ke liye hamare pass experience Ka Hona bahut ziyada zarori hota hai.yeh aik bht hi zabardast*pattern*hota hai jis main hum apni trade Le sakte hain aur isliye apna daily ka target achieve kar sakte hain.double*top*pattern*mein aap Agar Kisi indicator ya FIR is main trading tool ka istemal karte hain to aapko ismein Mazeed confirmation Ho Jati Hai Kay market Mein change hone wala hai.Dear buddies forex trading may Jab hum trading start Kartay hay to humy kamyabi tab hi hasil hoti hay jab hum trading say related knowledge aur information ko increase kartay hay aur trade open kernay Kay liye is knowledge aur information ko sai traqeqay say smjay tab hi fayda ho ga.


    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	4
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12570052

اب آن لائن

Working...
X