Ladder bottom and ladder top candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ladder bottom and ladder top candlestick pattern
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ja Rahen Hain khush rahe aur mahfooz rahen hain aaj is topic per main apne knowledge ko aapse share karna chahta hun vah Hai ladder bottom and ladder top pattern ine ko understand karne ki koshish karenge Taki Ham is pattern se jyada se jyada profit hasil kar sake
    IMPORTANCE OF THIS PATTERN
    Forex trading mein ladder bottom and ladder top candlestick pattern therasal aise 2 types ke pattern hote Hain Jo market mein price reversal ka indicate karte hain SO hamen yah pata chalta Hai ki ladder bottom aur ladder top ek dusre ke reversal hote hain ya opposite hote hain is topic mein Ham bahut reversal pattern ko tafsill se discuss karenge jisse har trader ko achcha benefits hasil Hoga aur uske knowledge mein improvement Hogi

    LADDER BOTTOM CANTASTIC PATTERN
    Ladder bottom forex trading mein bole reversal pattern ko kaha jata hai jismein darjil point ho sakte hain
    1 # Ladder bottom pattern mein market down trend mein hoti hai so ismein sel ki trade per focus karna chahie
    2 # Ladder bottom pattern mein first second aur third candles ki real bodies hoti hain aur yah long black ya red color mein Hoti Hai is pattern mein har candle pichhali candle ke close ke niche se open Hoti Hai 100 traders ke liye yah bahut beneficial ho sakti hai
    3 #Ladder bottom pattern mein force candle bhi black ya red color mein Hoti Hai jiski rail body sambhal hoti hai aur is candle mein long upper Shadow bhi hota Hai
    4 #Ladder bottom pattern mein five scandal Hoti Hai vah white ya green color ki hoti hai aur yah specially candistic ki real body se above se open Hoti Hai 100 agar isko acche se observe kiya jaaye to achcha profit hasil kar sakte hain
    Click image for larger version

Name:	Ladder-Bottom.jpg
Views:	9
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12570045
    ​LADDER TOP CANDLE STICKS PATTERN
    Forex trading mein leather top bottle bridge re INversal pattern ke taur per Jana jata hai jismein traders ko ine points per focus karna chahie agar market agar market actually aise hi behaviour kar rahi hai trader ko is pattern ke mutabik buy trade ko open karna chahie
    Ladder top pattern mein market up trend mein hoti hai
    Ladder top pattern mein pahli second and three candlestick long real body per muft mil Hoti Hai aur ine ka color white ya green hota hai short later ko is ke liye ready rahana chahie
    Ladder top pattern mein 4 scandal small real body ka muzamil hai aur is ka color bhi white aur Karen hota hai aur ismein lower long Shadow bhi Hoga
    Ladder top pattern mein fifth candle black hoti hai aur yah pichhali candle ki real body ke niche se open hoti haiClick image for larger version

Name:	Bullish-ladder-bottom.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12570046

اب آن لائن

Working...
X