Harmonic chart pattern price in forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic chart pattern price in forex ?
    assalium o alekum

    dear forex member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work complete kr rhy hngy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti jitni achi post share kry itna hi acha bounce hasil kr sky gy chlty h aj k topic ki trf

    introduction


    Forex trading ki market ke andar bahut jyada candlestick pattern hote hain chart pattern hote hain Agar Ham in pattern. ko follow Karte Hain To is market ke andar Ham bahut hi acchi acchi trade Laga Sakte aur bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain is market ke andar Agar Ham scalping profit Hasil karna chahte hain To Hamen ismein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Hamen choty time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar hmain trend ke against kbhi bhi trade nahi lgana chahie aur is market ke andar hmain*pattern*ko follow krty howe trade lgana chahiye.




    hermonic pattern

    Harmonic price. chart pattern technically market ka*pattern*hai hai aur hamen isko jarur analyse karna chahie jab Ham market ke technical analysis karenge to tab hi ham market ko samajh sakenge aur tab hi ham*harmonic*pattern*ko analyse karke market mein working kar sakainge agar Ham market mein*harmonic*pattern*ko theek tarike se analize nahi karte Hain to hmen success nahi Mil sakti hai isliye hamen market mein*harmonic*pattern*ko analyse krna bhut zaruri hai jab market mein Ham technically analyzers karte Hain to tab Ham market mein*harmonic*pattern*ko use karke market se bahut hi good amount mein profit hasil kar sakte hain*harmonic*pattern*market mein kafi importance rkhte hain aur agar hm is to theek tarike se use ghar ly to hm market se kafi good profit hasil kar sakte hain.





    Description

    Harmonic pattern. ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain*harmonic*price*chart*pattern*bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Bearish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur agar bar bullish price*chart*pattern*hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market usy nechy ki traf move Krte Hain .


    hermonic types


    Harmonium price chart pattern ki three types Hamen bahut acchi information provide Karte Hain ine types ki madad se bhi Ham market Mein acchi trade Laga sakte hain aur bahut se professional trader Aise Bhi hoty Hain Jo meny krne ke sath sath market ke rules ko bhi follow karke trade lgate hain. ISI Trah jb rules ko follow krte hain to market mn majood factors indicators candlesticks aur patterns ke about bhut ziada knowledge aktha karny k bad he market mn lgaty Hain

اب آن لائن

Working...
X