Dear friends, forex trading main candles kay pattern ki help sy prediction kar kay acha benifit hasil kar sakty hain, Unique three river bottom candlestick pattern ko bullish reversal pattern kay tor par jana jata ha, laikin ye bearish continuation pattern ki tarah bhi act karta ha, pattern ziada popular ni ha aur na hi is pattern ka success rate boht ziada ha lihaza is pattern ko baghair analysis aur experience kay use karna kafi risky hota hay,
Appearence of unique three river bottom pattern:
Is pattern ma first candlestick bearish aur tall body ki hoti hai. Phr aik aur bearish candle appear hoti hai or ye b bearish hoti hai but ye pehlay candle kay andar he form hoti ha, is pattern ki third candlestick small body ki or green colour ki hoti ha aur yeh wali third candle ki body say below form hoti ha, lihaza is pattern sy hamain ye information milti hai kay market ma pehli bearish trend hota hai or phr ye trend khatam hona start ho jata hai. Market ma phr bull enter hotay hain aur chances create ho jaty hain k market ma bullish trend start honay wala ha,
Identification criteria of this pattern:
unique three river bottom candlestick pattern ki identification kay liay yeh criteria confirm karna chaiay, pehlay yeh kay market bullish trend main ho aur first candle bearish long real body ki candle honi chaiay, second candle hammer hoti ha aur is ki wick new low point bana kar wapis up aati ha, is candle ki wick is ki body k double ya is sy ziada lengthy hoti ha, pattern ki third candle second candle sy gap down open hona chaiay, pattern ki third candle small bullish honi chaiay yaa second candle kay low aur high points ko cross na karay.
Confirmation for trade on this pattern:
Is pattern par trade karnay kay liay trader ko is kay bad wali yani next candle ka wait karna chaiay kiun kay ye pattern reversal pattern bhi ha aur continuation bhi hota hay, lihaza trader kay liay is ma stop loss ko set karna bhot mushkil ho jata hai aur aisa us waqt ho sakta hai jb trader ko es pattern ki direction ki confirmation ho, jab tak trader ko marker ki direction confirm ni ho gi trade karna easy ni ho ga kiun kay yeh aik complex pattern hai aur es sy profit hasil karna bhot mushkil hai.