Assalamu Alaikum dear friend market me movement different type ki Hoti Hai Jab Ham is market Mein trade kar rahe hote hain to kai dafa market Mein gap a Jata Hai Jis per Hamen trade karne ke liye Iske bare mein information honi chahie aaj main aapko market Mein gap Aane Ki Surat mein kya karna chahie Aur Is per Kaise trade kar sakte hain aur iski sari detail aapko bataunga jisse read Karke aap apne account per acchi tarike se trading kar sakte hain Hamen is market Mein trade karne ke liye knowledge aur experience ki jarurat hoti hai.
Introduction Of Gap In Forex Market:
Dear traders jab ap forex trading market ki movement ko study krty hain tu is main ap ko hamesha market ki different types ki movement nazar ati hain, in mein sy ik movement main ap sy share kr rha hn aur isy “Gap up or Gap down movement" kehty hain. Forex trading main market ki fluctuations hoti rehti hain aur trend change hoty rehty hain. Forex trading main learning methods, forex aur trading ka knowledge aur trading ka experience hona bohat zarori hai tb hi ap forex trading main achy knowledge sy he achi trading kr k kamyab ho sakty hain. Kun k agr ap ky pas jitni bhi ziada investment ho gi but knowledge aur experience ni ho ga to ap apni investment wli amount ko losses kr kr ky khatam kr dain gy.
Details Of Gap In Forex Market:
Dear traders gapping us waqt hoti hai jab kisi bhi stock ya asset ki price us day k uper ya nechy open hoti hai. Aur is period k darmeyan koi trade nhi hoti. Gapping movement normally 2 types ki hoti hai. In mein ik ko “Gap up movement” aur dosri ko “Gap down movement” kaha jata hai.Aisi movements ko understand kar k he right decisions liye ja sakty hain aur risk factors ko minimize kr key apni investment ko save rakhty hoy hum earning kr skty hain.
Advantage Of Gap In Forex Market:
Dear traders gapping ki understanding sy hum better decision ly skty hain trade ko open karny sy pehly.Gap movement k knowledge sy blind trading sy avoid kar sakty hain, aur right and timely decisions ly k acha profit earn kar sakty hain aur loss sy bach sakty hain. Gapping ki understanding sy market movement ko dekhty hue buy ya selling opportunity ka pta lgta hai jis ko daikh kr trade ki entry lainy mein asaani hoti hai aur profit gain kia ja skta hai.