Crypto Currency Trading
Dear friends forex market main trade kerny ky liay different types ki crypto currencies available hain jin per trade ho rehi hai aur waqat ky sath sath different crypto currencies forex market main launch ho rehi hain aesa lagta hai ky kuch time period ky bahd forex market ky sath sath other markets main bhi trade ya sale purchase crypto currencies main hi hua kery gi so crypto currency digital currency hai jis ka koi note ya coin nehi hai yeh just digits hain jo sale purchase ky liay use kia jaty hain jis ky apny wallets hain ky yeh aik wallet sy dusry wallet main transfer ho jati hain so forex market main bhi ab bahot sary crypto currencies trade ho rehi hain jin main bitcoin ethrium dogecoin solana chainlink aur aesi hi kuch aur currencies bhi shamil hain so crypto currencies main trade kerna bahot hi easy hai ky jab sy yeh forex market main launch hui hain in ki value increase hi hoti ja rehi hai isiliay traders crypto currencies ko buy ker rehy hain aur profit hasil ker rehy hain
Maximum Spread in Crypto Currencies for Trading
Crypto currencies main trade kerny ka sab sy bara disadvantage yeh hai ky tamam crypto currencies main spread bahot zyada hain jo thousand of pips main hai ky jab ham trade open kerty hain tou hamain bahot bari amount pehly spread ki surat main pay kerna perti hai phir agar market hamari favor main movement kerti hai tou hamara spread wala loss recover hony ky bahd hamain profit hasil hona shoru hota hai lekin spread zyada hony ky sath kuch crypto currencies aesi bhi hai jin main daily ki market ki movement bahot zyada hoti hai tou agar same movement hamari open trade ki favor main ho tou hamain bahot bara profit hasil ho jata hai lekin hamari open trade ky against hony wali movement per hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai lehaza crypto currency main trade bahot soch samajh ker lagani chahiay lekin long term traders crypto currency main sirf buy main trade open kerain kyun ky tamam crypto currencies ki value day by day increase hoti ja rehi hai
24 Hours Crypto Currencies Continue Trading
Sab sy bara faida crypto currencies main trading ka yeh hai ky jis terha other tamam markets Saturday aur Sunday ko close ho jati hain tou crypto currencies ki market in dino main bhi open rehti hai jabky aesy traders jo forex market main part time trading ker rehy hain unky liay yeh best hai ky woh weekend per full time forex market main trade ker sakty hain ky yeh market kabhi close nehi hoti jab sy crypto currencies forex market main launch hui hain tab sy traders ko Monday market open hony ky liay wait nehi kerna perta balky traders Saturday aur Sunday ko bhi crypto currencies main apni trading ko continue ker lety hain tou forex market main continue trading ka bara advantage yehi hai ky crypto currencies main market close nehi hoti ham apni merzi sy trade ko kisi bhi time open ker ky manage ker sakty hain jis terha market close hony per ham apni open trade ko adjust bhi nehi ker sakty aur market jab Monday ko reopen hoti hai tou uski position change ho chuki hoti hai jis ka hamain bara loss bhi ho jata hai
Forex Expectations for Crypto Currencies
Crypto currencies ki value day by day increase hi hoti ja rehi hai aur expect kia ja raha hai ky kuch years ky bahd trading sirf crypto currencies main hi reh jaey gi tou crypto currencies ky increase hony ki bahot bari waja yeh bhi hai ky traders yeh mind bana chuky hain ky solid currency main trading ki bajaey ab online sale purchase hony per crypto currencies ka hi use kia jaey ga tou is waja sy crypto currencies ki worth bahot zyada ho chuki hai jo next kuch years main itni zyada ho jaey gi ky crypto currency main one unit purchase kerna bhi bahot mushkil ho jaey ga tou agar ham aj is position main hain ky kuch units crypto currency purchase ker sakty hain tou hamain her surat purchase ker ky save ker leni chahiay ky jab iski price bahot zyada increase ho jaey gi tou us time isko use kia ja saky ga kyun ky price bahot zyada increase hony per tou one unit purchase kerna bhi mushkil ho jata hai jesy bitcoin ki price ab bahot zyada increase ho chuki hai jisko purchase kerna ab bahot mushkil ho gia hai