What is pull back and Breakout ??
AoA my dear Forex members....
Ummid Karti hun mere tamam members khairiyat se honge aur apna Kam acche tarike se hostel ke sath kar rahe honge fore aisa business Hai Jis per ham mehnat se achcha profit aur ek acchi traders bhi ban sakte hain isiliye hamen is per Soch samajhkar kam karna chahie aur lalach nahin karna chahie agar ham lalach karte Hain To hamara apna hi nuksan hoga......
Topic....
My dear Forex members aaj ka Mera topic hai what is full back and breakout main iske bare mein aapko thodi si information share karna chahti hun taki meri yah information aapko achcha traders banane mein aur ek achcha bonus milane per madad kar sake chalte Hain Apne question ki taraf....
Introduction:
Aaj ham sikhenge ki Forex mein ham isko kaise use karenge aur Forex mein hamen isase kya fayda ho sakta hai ab ham baat karenge pul back back out ki..
What is pull Back?
dear members full back ka matlab hota hai ke retressment matlab ke jab market accident mein chal rahi Hoti Hai jaise ki agar market upar ja rahi ho to sidha upar Nahin jaati bal ke thoda upar jakar pul back karti hai aur FIR again upar jaati Hai ISI Tarah market ka ek trend mein hamen bahut si jagah pul back dekhne ko milta hai aur yahan per yakin acchi entries bhi mil jaati hai agar ham apna Kam Soch samajhkar karte Hain.....
Jaisa ke upar ki pictures mein aapko dikhaya gaya hai ki pul back ki Eros se indicator Kiya gaya hai to aap dekh sakte hain ki aap trend mein market higher lo banti hai aur previous log ko break nahin karti...
How to Trade it????
Dear members full back mein hamen wait karna chahiye also Sameer ke kam karna chahie agar ham market mein trade lagate waqt lalach se kam karti hai aur jajbaji mein kam karte hain to ise hamen apna hi nuksan hoga full back karne ka aur yahan se pahle rejections Ka jaisa ke upar hamen aap trend ko discuss kar chuke hain to ismein jab market higher log banae To ismein ham bye ki trade le sakte hain aur hamara stop loss hokar previous log ke equal Hoga jab ke profit target provis high se upar ya Uske equal hoga....
What is Breakout??
Thereforex members break out ka matlab hota hai todna ya tod ke bahar nikal Jana Forex mein iska matlab hota hai ki Kisi chart mein market ko structures banate hain to market ka iske bahar nikal jaane aur is structure ka break out khulata Hai jaisa ki upar hamen aap trend ko hi discuss kar chuke hain to is se bhi continue karte Hain jab market trend mein hoti hai to market higher roj banati Hai roj ko milakar ek rising trade line banti hai jisko market follow karke upar jaati Hai lekin jab market is ke niche a jaati Hai to use koted Line ke break out Kaha jata hai aur iske bad market ka trend revers ho jata hai..
How to Trade it?
Dear members jab market trade line ka break out kar jaaye to iske bad hamen chahie ke vate karna chahie aur time frame mein trader line Thi usi time frame mein market usi trade line ke niche candle close karen to Uske bad hamen ismein sel ki trade le sakte hain aur hamara stop loss is trade line se upar Hoga jisse ka break out hua Hai jab ke profit target niche ki taraf se support tak hoga....
.....