What is the Basic Idea of Trend Line in Technical Analysis.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the Basic Idea of Trend Line in Technical Analysis.
    Technical analysis ke liye kuchh important factor hote Hain aaj Main aapko ek bahut hi important factor se related kuchh important information dene ja raha hun Jab aap technical analysis ko complete kar rahi Hoti hai to is purpose ke liye aapko hamesha market mein trend Line ko observe karna hota hai friend Line ek aisa important factor hai jo aapko bahut hi important aur valuable information share kar sakta hai iski kuchh basic information aapke liye most important roll play kar sakti hai.

    What is Trend Line

    Basically yah Kaisi important line hoti hai jo upar se niche ya niche se upar ki jaati hai aur isko draw karte ka ek khas method hota hai jiski base per aap isko draw karte hain aur jab isko draw kar lete hain to uske bad aap iske mutabik apni interpretation karte Hain Jab bhi market is line ko touch karti hai aur uske bad koi bhi reversal sign deti hai to aap market mein entry Le sakte hain.

    Division

    Jab aap isko draw karne ke liye iski classification aur division karte Hain to aap isko do major divisions mein divide kar sakte hain ek vah line hoti hai jo down side se aap site per dra ki jaati hai aur ek aap side se down side ki taraf draw ki jaati hai iska decision aap use time bhi karte Hain Jab aap market mein chart ko dekhte hain aur jaise hi market ki movement ho rahi Hoti hai uske hisab se aap iski alignment karte Hain.

    Importance

    Technical analysis mein jitne bhi factors hote hain definitely unki bahut jyada importance hoti hai aur yah Kaisa important factor hai ki iski bagair aapke technical analysis incomplete rahte hain kyunki yah Kaisa factor hai jo aapko adar factor se bhi properli connect karta hai aur iske bagair aapki dusre factors bhi complete Nahin ho sakte hain.

    Association with Channels

    Jab aap is factor ko acchi Tarah study kar lete hain to iski vajah se aapko market mein different channels ko samajhna bhi aasan ho jata hai kyunki Jab aap market mein ascending aur descending channels ki formation karte hain to use purpose ke liye bhi aapko yah factor important roll play karta hai aur kuchh important information off se share kar raha hota hai isliye is factor per aap acchi Tarah focus karna hota hai.


    Click image for larger version

Name:	Trendline.png
Views:	24
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12569692

اب آن لائن

Working...
X