Ichimoku Cloud Indicator
Ichimoku cloud indicator kafi all in one type ka indicator hai aur mujhy lagta hai ke ham fourm members kay pas iss ka knowledge hona zaroori hai ager him logo zayada mhnat krty ha to is ky leya him logo ko profit milta ha is leya indicater ky sath sath him logo ko mhnat bi krna hoti haichimoku cloud ke mai nay kafi tareef suni hai key trading karnay ke liye yeh aik indicator he kafi hail. Aur iss kay kafi saray forum per traders tareef b karty rehtay hain . Lakin MT4 mai iss ko install Karin tu yeh install tu aram say he ho jata hai lakin maire jaise traders ko iss ke kuch ziada samjh nai ate hai ke iss ko use kis trah say karna hai aur is say trading signal kab aur kin satuation mai mil rahy hoty hain. ichimoku cloud indicator kafi all in one type ka indicator hai aur mujhy lagta hai ke ham fourm members kay pas iss ka knowledge hona zaroori ha
Explanation of Ichimoku Cloud Indicator
Ichimoku cloud Japanese name Ichimoku Kinko Hyo jes ka matlab (equilibrium chart) hay, Ichimoku indicators strategy ko designed kia gia hay to chart me traders ki jo be technical analyzing requirement hoti hay wo pori kar sakta hay jes me (trend direction, support and resistance levels, momentum, aur sath me different points par signals provide karna ye sab include hota hay, market ko analysis karny key ley traders ki requirement bahot zeyda hoti hey aur traders different indicator use karta ha magar ichimoku indicator use karny se esy traders ko bahot hi asani ho gai ha
Calculation of Ichimoku Cloud Indicator
High aur low qeematein is muddat ke douran dekhi jane wali sab se ziyada aur sab se kam qeematein hain — misaal ke tor par, tbadlon ki line ke muamlay mein pichlle no dinon mein sab se ziyada aur sab se kam qeematein dekhi gayi hain. ichimoku cloud isharay ko –apne chart mein shaamil karna aap ke liye hisaab kere ga, lekin agar aap haath se hisaab lagana chahtay hain, to yeh hain : 2 conversion line aur bees line ka hisaab lagayen. Sabiqa hisabat ki bunyaad par leading spain a ka hisaab lagayen. aik baar hisaab laganay ke baad, is data point ko mustaqbil mein 26 adwaar mein plot kya jata hai. leading spain bi ka hisaab lagayen. mustaqbil mein is data point ko 26 period plot karen. lagging span ke liye, ikhtitami qeemat ko chart par maazi mein 26 adwaar mein plot karen. leading spain ae aur leading spain bi ke darmiyan farq ko cloud bananay ke liye rang diya gaya hai. jab leading span a leading span b se oopar ho to baadal ko sabz rang den. jab leading spain a leading spain b se neechay ho, to baadal ko surkh rang den. mandarja baala iqdamaat aik data point banayen ge. linen bananay ke liye, jaisay hi har daur ka ekhtataam hota hai, is muddat ke liye naye data points bananay ke liye dobarah marahil se guzren. lines aur cloud ki zahiri shakal bananay ke liye data points ko aik dosray se jorhin
Trading on Ichimoku Cloud Indicator
Ichimoku cloud indicator ko jab MT4 main istimal kerty hain ye boht hi achy result provide kerta hy , is indicator ko istimal ker k boht achy result hasil kiay ja sakty hain , to ye trend ke sath mila tab hamein khareedi karna ka signal milta hai to yaha teeno condition kya ha to samjh leta hain ,pahli condtion ya ha ichimoku cloud price ka necha hona chayein or dusri surat-ehal ya keh lagging span line price ka upar hona chahie.jab ya condition ek sath mil jati hain tab hamein buying karna ka strong signal milta ha. Ichimoku cloud indicator ki setting kar lety hain ap ne agar is market mai Ichimku ko use karna hai to ais mai waisy to bahot sari setting hoti hai magar ap ne ais mai trade lagani ho to aus mai cloud ko dekh k trade lagai jati hai ais mai agar market down hai aor cloud up hai to jaisy hi market cloud ko touch kary gi ap ne buy ki trade lagani hoti ha