Forex trading mn bid & ask price ky hoti he?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mn bid & ask price ky hoti he?
    INTRODUCTION:


    ASLAMUALIKUM DEAR FRIENDS! Hi friend kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur forex se achc profit hasil karne ki koshish kar rahe honge dear friends soch samajhkar trading Karen Take logo se Bach sake aur profit hasil kar saken is market ko samajhne ke liye zaruri hai ki aap trade Karen ya na Karen lekin iske sath attach zrurur Rahe information vagaira hasil karte rahen Taki aapko market ki hr condition ka ilam ho sake isliye Apne knowledge ko improve karte rahen Apne experience ko improve karte rahen Take aap behtar aur acchi trading kar sake aaj jis topic per main aapse knowledge share karna chahta hun bid price and ask price inke bare mein apni knowledge ko share karna chahta hun kyunke ye bhi trading ka ek important hisa hai aur har traders ko samajhna bahut zruri hota Hai



    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	19
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12569373



    BID PRICE

    Vah maximum price Jo ke ek buyer willing hokar bhi karta hai jo ki Kisi stock ka share ya security ke liye hota Hai



    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	21
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12569374


    ASK PRICE


    Ask price us minimum price ko represent karta hai jo ki seller seme security ke liye willing hokar pay karta h


    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	12
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12569375




    BID & ASK PRICE( SPREAD):


    Jaise ke aapko bid aur ask price ka difference ka upar Bata chuka Hun ki Jo bid aur ask price ka darmiyane Fark hota hai usko separate kaha jata Hai separate matlab buying aur seling ka darmiyan ka jo Fark ho Raha hota hai vah aapke broker ya trader ka profit hota hai forex market mein bhi Baki market ki Tarah Jo broker aapko trading ki facility Deta Hai vah apna commission ya profit separate ki surat mein hasil karta hai


    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12569376



    BID& ASK PRICE EXPLANATION:

    Jaise ke aapko bid aur ask price ka difference maloom ho chuka hai ab iski explanation jaruri banti hai isliye explanation mein jab forex market mein aap kam karte Hain to aapko bid aur ask ki terms ka pata chalna chalta Hai normali jab aap Kisi broker se Koi chij purchase karna chahte hain to vah aapko use chij ki price batata hai aur vah Ada karte hain waqt aap vah chij kharidte hain lekin agar vahi chij aap usko supply karne Gaye ki hamari chij apni shop per sell karo to vah aapse use rate per Nahin kharidega jis rate per aapane usse kharidi thi vah apne liye profit ka margin rakhkar aapse vah chij kharidega yahi chij bhi forex mein lagu hoti hai ki jab aap Kisi currency ko purchase karte hain to uski price aur usko usko jo aap use currency ke bechne bechate Hain uski price mein Fark hota hai yah donon price ke Fark ko ask or bid price kahan jata ha expert 4x theatres 4x market mein different trading tools aur techniques use karte hue trade open or continue karte hain aur acchi earning kar lete hain jabki new traders forex market mein bagair kisi technic ke rate open karte Hain To har trade mein loss ho jata hai lekin kuchh aise laki traders se bhi hote Hain Jo trade to open kar lete hain lekin unko trade close karne ka pata nahin hota aur jab tak vah Kisi traders se contact karte Hain To unke trade mein achcha profit ho chuka hota hai lekin har return aisa Nahin hota maximum traders forex trading mein sirf Los hi karte hain jabki expert traders forex market mein maximum theater profit mein close karte hain lekin expert traders ki bhi kuchh traits Los mein close hoti hai 4 example 4x trading mein bid or ask separate joker 50 days moving average yumia volume 25 million ke sath aankh bahut jyada trading to the stock Hai 1% HaiTHANKS......

اب آن لائن

Working...
X