How to be Creative in Forex Trading Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to be Creative in Forex Trading Market.
    Assalamu Alaikum dear brother Jab aap creativity ke factor ko apni working mein shamil karna start kar dete Hain to definitely iski kuchh important aur variable features hasil karna aapke liye aasan ho jata hai kyunki Jab bhi aap creative mind se apni working start karte Hain to aisi situation mein aapko definitely bahut jyada advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein consistrd ki aur regularly basis per Apne creativity level ko increase karna chahie creativity ki kuchh important aur basic definition mein aapse share karne ja raha hun.

    What is Creative / Creativity


    Creativity basically yah Kaisa important factor hota hai jismein aap Kisi bhi target ko achieve karne ke liye new method ko introduce karte hain aur apni observation se yah final kahate Hain Ki is target ko achieve karne ke liye kaun sa method apply kiya ja Sakta hai isko basically creativity kaha jata hai agar aap simple words mein isko explain karna chahte hain to ismein aapko main yah batana Chahta Hun Ki according tu situation apni judgement ko istemal karne ka naam creativity hai.

    Click image for larger version

Name:	Creativity.jpg
Views:	6
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12569363

    How to Become Creative

    Sabse pahle Jab aapko yah focus karna hota hai ki aapke liye kaun se factors affective aur positive roll play kar sakte hain to aisi situation mein aapane bhi care follow kar UN per focus karna hota hai jiski vajah se aapko market mein regularly basis per kuchh important advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein consistently basis per profit hasil karna aasan Ho jata hai Jab aap market mein creative mind ke sath apni marking karte hain to uski definitali features ho sakte hain aap kaise creative mind ho sakte hain iski kuchh important details aapse share karna chahta hun.

    1 : Observation

    Creative mind hone ke liye sabse pahle aapko apni observation level ko increase karna hota hai observation level hi hota hai ki Jab aap koi bhi working kar rahi hai to uske liye aapke mind mein yah point Jana chahie ki is kam ko complete karne ke liye kaun sa point aapke liye best ho sakta hai aur kaun sa samay Tak ho sakta hai jisse aapka Hi Kam accurate ho sake aur vid ine minimum time limit complete ho jaaye isko aap observation kahate Hain aapki jitni jyada observation Hogi aap itne hi jyada acche creative mind ke kam kar sakte hain.

    2 : Focus on Target

    Jab aap apni working kar rahi hote Hain to aisi situation mein aapko hamesha Apne working per focus karna hoga kyunki jitna jyada aap apni estimated target per focus karenge aisi situation mein aap creativity ke factor ko acchi Tarah find out kar sakte hain basically Jab aap market mein creativity level ko increase karna chahte hain to ismein aapko definittely bahut jyada advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein consistantly message per kuchh important advantages ko increase karna hota hai.

    3 : Find New Method

    Kisi bhi kam ko complete karne ke liye aapane hamesha different new methods ko find out karna hota hai Jab aap different methods ko find out karna start kar lete hain to aisi situation mein aapka creativity level increase ho raha hota hai basically Jab bhi aap market mein Apne estimated target ko achieve karne ke liye multiple objects Apne mind mein rakhte Hain to aisi situation mein aapko iske gest bahut jyada fayda ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Creativity.jpeg
Views:	6
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12569362

اب آن لائن

Working...
X