How to Complete A Target through Planning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Complete A Target through Planning.
    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein working karte hain ya koi bhi business karte Hain to uske liye definitely aap hi kuchh AIMS aur target hota hai aur isko complete karne ke liye aap different important factors aur different important technic ko use Karke Apne target karna chahte hain aaj main aapse aise related kuchh important steps share karna chahta hun jisse aap apni proper planning Karke Apne target kar sakte hain.

    What is Target

    Target PC ke liye Kaisa point hota hai jis jo aap hasil karna chahte hain for example agar aap market mein working karti hui hundred dollars daily basis per profit hasil karne jaate Hain to yah aapka target hoga ISI Tarah Agar aapka target yah hai ki aap weekly message per 500 Dollars earn karna chahte hain to aap ka target yah Hoga aapka target different situation ki base per different ho sakta hai.

    How to Achieve Target

    Target ko achieve karne ke liye bahut sare factors ki jarurat hoti hai jinko apne andar consideration rakhe Apne target ki achievement karna hoti hai dear member Jab aap ek achcha target select kar lete hain aur uske liye proper planning kar lete hain to aisi situation mein aapka target aasani ke sath ajeeb ho sakta hai Jab aap market mein working karte hue proper planning karte hain aur apne target ki achievement karna start kar dete Hain to aisi situation mein aapka experience ine has ho raha hota hai.

    Set A Target


    Jab aap apne target kijiye mat karna chahte hain to uske liye sabse pahle aapko ek target set kar lena chahie aur apni date ka ek maksad Apne mind mein jarur set kar lena chahie kyunki jab tak aap ek target set nahin kar lete hain use time tak aapko kabhi bhi kabhi aap hi hasil Nahin ho sakti hai without estimated target aap kabhi bhi apni planning ko offline nahin kar sakte hain.

    Set A Plan

    Jab aapko Koi target achieve karna chahte hain to uske bad aapko yah dekhna hota hai ki jo target aap achieve karne ja Rahe Hain uske liye kaun si planning important roll play kar sakti hai kyunki jab tak aap proper planning Nahin karte hain use time tak aapko market mein uski achievement karna possible Nahin ho sakta hai sabse pahle aapane target ko set karne ke bad usse related Apne planning ko complete karna hota hai.

    Comparison

    Aapko hamesha kuchh duration ke bad apni planning ko aur apne target ko compare karna hota hai ki jo target aapane set kiya tha vah aap according to plan complete kar rahe hain ya nahin kar rahe hain kyunki Jab aap is Apne planning aur apne target ko different divisions mein divide kar lete hain aur usko daily time duration ke andar apna focus karte rahte Hain to aisi situation mein wapas position mein ho sakte hain ki Apne target ko time to time study kar sake.

    Conclusion

    At the end of Apne estimated target ko original aur real target ke sath compare kar sakte hain agar inmein koi difference aata hai to uski reasons of find out Karke apni planning ko behtar banaa sakte hain aur next time ke liye apni mistakes ko eliminate kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Planning.jpeg
Views:	11
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12569358

اب آن لائن

Working...
X