Limitation of Dead cat bounce:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limitation of Dead cat bounce:
    What is term dead cat bounce.

    Dead cat bounce forex trading ma kisi pair ya commodity k ki brief ya small price recover ko kehty hain. Ye term es sorat ma use ki jati hai jb market ki price continuously fall kar rahi ho but ye bottom par jany sy pehle small recover karti hai jis ko ham retracememt b kehty hain.

    Click image for larger version

Name:	deadcatbouncechart.jpg
Views:	2
Size:	41.0 کلوبائٹ
ID:	12569340

    Meaning and importance of dead cat bounce.

    Forex trading ki term dead cat bounce es tarha describe ki jati hai k agr kio dead cat kisi height sy giry to wo b ik small bounce back karti hai. Kuch trader dead cat bounce ko trend reversal samajna start ho jaty hain k market ab mazeed down jana stop ho gae hai or recovery mode ma ah gae gae. So wo dead cat bounce k appear hony par buy ki trade open kar lety hain but jesa pehle kaha giya hai ye brief but temporary recover hoti hai or market ik bar phr bottom ki taraf chal parti hai.

    Dead cat bounce act as a bull trap.

    Jb dead cat bounce ma market small recover karti hai to trader ko ye lagta hai k market bullish ma jany wali hai so ye dead cat bounce ko bullish trend samajna start ho jaty hain or es tarha wo bullish trap ma pans jaty hain. Market ik bar phr jb down move start karti hai to unko loss start ho jata hai. So es ma trade ka best method ye hai k trader ko market ki small recovery k bad phr sy sell ki trade open karni chahe or ye samajna chahe k ye berief recover kuch dair ma phr sy downward trend ma badal jae gi.

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	1
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12569338

    Limitation of dead cat bounce.

    Forex trading ma agr market down trend ma jaty hoe recover kary or ye recover market k 50 percent fall sy ziada ho jae to trader ko smagh gana chahiye k market ma new trend ah chuka hai or market might b again up jana start ho sakti hai. So unkl es mutabik trades ko adjust karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	deadcatbounce.png
Views:	1
Size:	142.1 کلوبائٹ
ID:	12569337

    iss mein ham agar iss cheez ko dekhein tou hamein yeh baat bhi pata chalti hai k ham kis trhan se kaam karnay ky liye iss mein apnay kaam mein hamain aek trading level ko perfect rakhna hoga air iss mein aek acha result deinay ky liye iss mein apni running trades ko hold rakhtay hain q k iss mein market ne dubarah se apna reversal trend continue karna hota hai aur is ky liye laazmi hai k ham kisi bhi trhan se kaam karnay ky liye kaam ko kar sakty bain q k jab tak iss kaam ko karnay kay liye forex trading mein hamaray pas aek acha result milta hai k kis trhan se kaam kar ky ham aek acha result le saktay hain.iss liye in techniques ko laazmi istemaal karein aur iss mein kaam karnay ky liye aek khaas qisam kay kaam ko laazmi select kar lein taa ky iss mein khud se aek acha result mil jaaye.

اب آن لائن

Working...
X