Forex trading me kam kiase kare.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me kam kiase kare.
    Working on forex trading
    forex trading me ak new trader kaise kam kare forex trading business ak bohat hi wasee yani big volume business ha es me bohat sare tareeqay hai kam karne ke market ko analysis karne ke bohat sare tareeqay ha new trader ko ya nahi pata chalta ke wo es market me kis base per analysis kar ke achi trading kar sakta ha forex trading business me analysis karne ke liye indicators ka use bhe kiya jata ha price action per kam karna trend lines ko laga kar analysis karna chart patterns ko daikhna levels ko draw karna ya sub technical analysis me ate ha hum market me technical analysis kar sakte ha.

    Technical Analysis.
    new trader ke liye best yahi ha ke wo sub se pahle tu technical analysis karna seekhay kyu ke is ki base per hi market ka jaiza liya jaa sakta ha technical analysis me bohat kuch ha indicators ha jin ko read kiya jaa sakta ha in me bhe leading indicators ha or legging indicators ha kuch trader aise ha jo price action per kam karte ha or support levels per bhe trading karte ha resistance levels per bhe market ka analysis kiya jaa sakta ha forex trading me new trader jub tak technical analysis nahi seekhta tub tak wo is market me profit nahi kar sakta.

    Money Management
    new trader ke liye bohat kuch ha jis per kam karna hota ha jaisa ke kuch rules hote hai jin ko follow karna hota ha jaisa ke money management karna or risk ko kam se kam rakhna or profit zaida se zaida rakhna or apne capital ke hisab se lot size ko select karna apne emotions per control karna lalach na karna greed hi hume loss ki taraf le kar jati ha.

اب آن لائن

Working...
X