Dear friends, forex ma candles ki mukhtalif types aur shapes hmain market ki moment aur pairs ki routine ko samajhnay ma help daiti hain, kabi single candles sa market kay aggression ka pata chalta ha aur kabi mukhtalif candles kay combination sa bnnay walay pattern hmain pairs ki moment ki indication daitay hain, in ma sa kuch candles wicks ya shadow wali hoti hain aur kuch kay sath upper ya lower wick mojood nhi hoti ha,
Candlestick with wicks and shadows:
Shadow ya wick aik small line hoti hay jo candlesticks k top ya bottom par dakhnay ko milti hay, agr chart ko dakh kar generally bat ki jaye to trader notice karty hain k candlesticks k uper ya below aik vertical line appear ho rahi hay, is line ko wick ya shadow kaha jata hay, agr candle ki real body kay below wick ya shadow hoti ha to ye indication hoti ha kay prices fall karnay kay baad dobara rise kar gae hain, in candles ma open, close, high aur low points different hotay hain, is type ki candles bhi dusri candles kay sath mil kar different patterns bnati hain jo market ya pair ki moment ko further predict kartay hain
Candles without wicks and shadows:
Yeh candles perticular trend direction ma market ki strength ko show karti hain, agr bullish candle wicks kay baghair ho gi to strong bullish moment ko zahir karay gi, aur agr bearish candle ho gi to strong bearish moment ka signal milta ha, in candles ki real body sa hm perticular period ma market ka behaviour samajh saktay hain, is type wali candlestick ma market jahan sy open hoti hai usi point sy up ya down move karna start ho jati ha aur jab end hoti hai to koi wick ya shadow form ni karti, chart ma candlestick ki help say potential price ko find karny ki koshish ki jati, jis candlestick ka shadow ni hota es ka matlab ye hota ha kay iska open aur close, high aur low kay equal hai