Explain of Pipe Top & Pipe Bottom...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain of Pipe Top & Pipe Bottom...
    INTRODUCTION:

    ASSLAM O ALIKUM !
    Forex member kaise hain aap sab log ummid hai ki aap sab theek honge aur forex trading mein Main achcha workout kar rahe honge dear members jaise ke option jante Hain for x 1 risky business hai hamen isko bahut carefully handle karna chahie aur hamen is mein successful hone ke liye apne knowledge or experience ko increase karna chahie tabhi Ham ismein achcha profit hasil kar sakte hain to hamen chahie ke Ham daily basis per apne knowledge ko masjid increase Karen jyada se jyada analysis Karen aur forex market ko jyada se jyada time den tabhi Ham forex mein apne knowledge ko game kar sakte hain aur daily basis per achcha profit hasil kar sakte hain aur hamen apne learning skills ko bhi improve karna chahie tabhi ham achha profit answer kar sakte hain real member mein aaj aapke sath ek important topic Jo ke pipe top and pipe button bottom ke naam se a famous hai hai ya patton officer detail se share karta hun...

    WHAT IS PIPE TOP & PIPE BOTTOM:

    Dear members forex market me pipe top and pipe bottom ye ek double candlestick pattern ha. Yah patron Har timeframe per useful hai but yeah pattern long time frame per jyada achcha work karta hai. Yah ek reversal candlestick pattern hai jo trend ko change karta hai. Deer is patton ko pipe ka naam isliye Diya Gaya Hai kyunki ismein do candlestick ek sath banti hai jo ke pipe ki tarah lagti Hai. pipe top candlestick pattern bullish stand ke and mein banta hai aur yah trend reversal ko indication deta hai.
    Aur dear members pipe bottom candlestick pattern yah beri stand ke and mein banta hai hai aur yah vitran traversal ka indication deta haiis pattern mein bhi do candle ek sath banti hai jo ke pipe ki shakal ki Najar aati Hai hi hai aur yah bobcat yah patron retrenchment ko be indication deta hai isliye is pattern ko pipe top and pipe bottom candlestick pattern kahate Hain...

    Click image for larger version

Name:	Pipe-Tops-Pipe-Bottoms.png
Views:	8
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12569186

    Trading with pipe pattern:

    Is pattern main bhi pehly humain pattern ki confirmation zarur kar laini chahiye aur us k bad he humain is pattern par trade open karni chahiye. Jab confirmation ho jaye tab humylin is par sell ki trade open krni chahiye. Jab keh stop loss or take profit ki bhi humain lazmi istimal karna chahiye. Isi tarah*pipe*bottom ki jab confirmation ho jaye to tab humain is par trade open karni chahiye phr us situation main humain is par buy ki trade open karni chahiye or stop loss humain*pipe*bottom say nichy place kar laina chahiye.

    Click image for larger version

Name:	pipe-tops-bottom.jpg
Views:	9
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12569187

اب آن لائن

Working...
X